Usi Ki Raushni Rahti Hai Is Qadar Mujh Mein, Urdu Ghazal By Neena Sahar

Usi Ki Raushni Rahti Hai Is Qadar Mujh Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Neena Sahar. Usi Ki Raushni Rahti Hai Is Qadar Mujh Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Usi Ki Raushni Rahti Hai Is Qadar Mujh Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اسی کی روشنی رہتی ہے اس قدر مجھ میں

نینا سحر

اسی کی روشنی رہتی ہے اس قدر مجھ میں

جو اس کے لوٹ کے آنے کی ہے خبر مجھ میں

چھوا تھا جن میں کبھی مجھ کو تیری چاہت نے

وہ لمحے جاگتے رہتے ہیں رات بھر مجھ میں

جو راستے کے اندھیروں سے ڈر کے لوٹ گیا

وہ کاش دیکھتا زندہ تھی اک سحر مجھ میں

مجھے ڈرا نہیں سکتی یہ مشکلوں کی دھوپ

ابھی امید کا باقی ہے اک شجر مجھ میں

ترے وجود کو چھو لے تو پھر مکمل ہو

بھٹک رہی ہے خوشی کب سے در بدر مجھ میں

نینا سحر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Usi Ki Raushni Rahti Hai Is Qadar Mujh Mein

Neena Sahar

usi ki raushni rahti hai is qadar mujh mein
jo us ke lauT ke aane ki hai KHabar mujh mein

chhua tha jin mein kabhi mujh ko teri chahat ne
wo lamhe jagte rahte hain raat bhar mujh mein

jo raste ke andheron se Dar ke lauT gaya
wo kash dekhta zinda thi ek sahar mujh mein

mujhe Dara nahin sakti ye mushkilon ki dhup
abhi ummid ka baqi hai ek shajar mujh mein

tere wajud ko chhu le to phir mukammal ho
bhaTak rahi hai KHushi kab se dar-ba-dar mujh mein

(576) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Usi Ki Raushni Rahti Hai Is Qadar Mujh Mein written by Neena Sahar at UrduPoint. Usi Ki Raushni Rahti Hai Is Qadar Mujh Mein is one of the masterpieces written by Neena Sahar. You can also find the complete poetry collection of Neena Sahar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Neena Sahar' above.

Usi Ki Raushni Rahti Hai Is Qadar Mujh Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Usi Ki Raushni Rahti Hai Is Qadar Mujh Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.