Is Sadi Mein To Sadaqat Par Sitam Aisa Hua Hai, Urdu Ghazal By Nikita Pareek

Is Sadi Mein To Sadaqat Par Sitam Aisa Hua Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nikita Pareek. Is Sadi Mein To Sadaqat Par Sitam Aisa Hua Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Sadi Mein To Sadaqat Par Sitam Aisa Hua Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس صدی میں تو صداقت پر ستم ایسا ہوا ہے

نکتا پاریک

اس صدی میں تو صداقت پر ستم ایسا ہوا ہے

پاؤں چھوڑو پر پسارے چھل کپٹ پھیلا ہوا ہے

ہاں دھوئیں پہ قتل کا الزام آئے گا یقیناً

کیونکہ یہ ہر مرتبہ کچھ خاک کر پیدا ہوا ہے

اک طرف رکھی محبت اک طرف ہے فکر یعنی

اک ترازو میں وزن کا ایک ہی پلڑا ہوا ہے

دیکھتے ہیں بت سبھی یہ مسئلہ حیران ہو کر

کس قدر یاں آدمی اب آپ ہی مولیٰ ہوا ہے

رات بھر دکھتا رہا اک شخص مجھ کو خواب بن کر

سوچ کر وہ خواب ہی دن آج کا ضائع ہوا ہے

نکتا پاریک

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Sadi Mein To Sadaqat Par Sitam Aisa Hua Hai

Nikita Pareek

is sadi mein to sadaqat par sitam aisa hua hai
panw chhoDo par pasare chhal kapaT phaila hua hai

han dhuen pe qatl ka ilzam aaega yaqinan
kyunki ye har martaba kuchh KHak kar paida hua hai

ek taraf rakkhi mohabbat ek taraf hai fikr yani
ek taraazu mein wazan ka ek hi palDa hua hai

dekhte hain but sabhi ye masala hairan ho kar
kis qadar yan aadmi ab aap hi maula hua hai

raat bhar dikhta raha ek shaKHs mujh ko KHwab ban kar
soch kar wo KHwab hi din aaj ka zaea hua hai

(645) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Sadi Mein To Sadaqat Par Sitam Aisa Hua Hai written by Nikita Pareek at UrduPoint. Is Sadi Mein To Sadaqat Par Sitam Aisa Hua Hai is one of the masterpieces written by Nikita Pareek. You can also find the complete poetry collection of Nikita Pareek by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nikita Pareek' above.

Is Sadi Mein To Sadaqat Par Sitam Aisa Hua Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Sadi Mein To Sadaqat Par Sitam Aisa Hua Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.