Kis Ne Ye Taswir Banai Baadal Par, Urdu Ghazal By Nikita Pareek

Kis Ne Ye Taswir Banai Baadal Par is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nikita Pareek. Kis Ne Ye Taswir Banai Baadal Par comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kis Ne Ye Taswir Banai Baadal Par on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کس نے یہ تصویر بنائی بادل پر

نکتا پاریک

کس نے یہ تصویر بنائی بادل پر

جیوں کوئی چنری لہرائی بادل پر

جنگل جنگل بستی بستی یہ گھومے

دیکھو تھک کر سلوٹ آئی بادل پر

یا تو تتلی بھولی ان پر رنگ اپنے

یا رنگوں نے ہاٹ لگائی بادل پر

شب بھر چلتا لکنا چھپنا چندہ کا

دن میں سورج سے رعنائی بادل پر

بادل میں ہر مذہب کے رب رہتے ہیں

دیکھی کیا مذہب کی لڑائی بادل پر

نکتا پاریک

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kis Ne Ye Taswir Banai Baadal Par

Nikita Pareek

kis ne ye taswir banai baadal par
jiyun koi chunari lahrai baadal par

jangal jangal basti basti ye ghume
dekho thak kar silwaT aai baadal par

ya to titli bhuli un par rang apne
ya rangon ne haT lagai baadal par

shab bhar chalta lukna-chhupna chanda ka
din mein suraj se ranai baadal par

baadal mein har mazhab ke rab rahte hain
dekhi kya mazhab ki laDai baadal par

(643) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kis Ne Ye Taswir Banai Baadal Par written by Nikita Pareek at UrduPoint. Kis Ne Ye Taswir Banai Baadal Par is one of the masterpieces written by Nikita Pareek. You can also find the complete poetry collection of Nikita Pareek by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nikita Pareek' above.

Kis Ne Ye Taswir Banai Baadal Par is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kis Ne Ye Taswir Banai Baadal Par, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.