Jaan Se Jate Rahe Jaan Se Jaana Na Gaya, Urdu Ghazal By Nirmal Nadeem

Jaan Se Jate Rahe Jaan Se Jaana Na Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nirmal Nadeem. Jaan Se Jate Rahe Jaan Se Jaana Na Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jaan Se Jate Rahe Jaan Se Jaana Na Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جان سے جاتے رہے جان سے جانا نہ گیا

نرمل ندیم

جان سے جاتے رہے جان سے جانا نہ گیا

دل گیا عشق میں پر دل کا لگانا نہ گیا

موت کے بعد بھی اک بوجھ اٹھا رکھا ہے

سر تو جانا ہی تھا پر حیف کہ شانا نہ گیا

کل فرشتوں نے بہت کھینچا پکڑ کر دامن

چھوڑ کر تجھ کو مگر تیرا دوانہ نہ گیا

آج بھی آ کے وہ آنکھوں میں چہک اٹھتا ہے

گلشن دل سے کبھی تیرا زمانہ نہ گیا

لے کے انگڑائی قیامت نے بدل دی دنیا

وقت کے لب سے مگر میرا فسانہ نہ گیا

اس طرح دونوں تعلق کا بھرم رکھتے رہے

روٹھنا اس کا بھی اپنا بھی منانا نہ گیا

اس کے ناخون کی رعنائی بتا دیتی ہے

اس کی عادت سے ابھی دل کا دکھانا نہ گیا

یہ الگ بات کے قدرت نے پلٹ دی بازی

فیصلہ عشق کے حق میں کبھی مانا نہ گیا

ابتدا سے یہ ہے دستور زمانہ کا ندیمؔ

دل کو سمجھا نہ گیا درد کو جانا نہ گیا

نرمل ندیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jaan Se Jate Rahe Jaan Se Jaana Na Gaya

Nirmal Nadeem

jaan se jate rahe jaan se jaana na gaya
dil gaya ishq mein par dil ka lagana na gaya

maut ke baad bhi ek bojh uTha rakkha hai
sar to jaana hi tha par haif ki shana na gaya

kal farishton ne bahut khincha pakaD kar daman
chhoD kar tujh ko magar tera diwana na gaya

aaj bhi aa ke wo aankhon mein chahak uThta hai
gulshan-e-dil se kabhi tera zamana na gaya

le ke angDai qayamat ne badal di duniya
waqt ke lab se magar mera fasana na gaya

is tarah donon talluq ka bharam rakhte rahe
ruThna us ka bhi apna bhi manana na gaya

us ke naKHun ki ranai bata deti hai
us ki aadat se abhi dil ka dukhana na gaya

ye alag baat ke qudrat ne palaT di bazi
faisla ishq ke haq mein kabhi mana na gaya

ibtida se ye hai dastur zamane ka 'nadim'
dil ko samjha na gaya dard ko jaana na gaya

(499) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jaan Se Jate Rahe Jaan Se Jaana Na Gaya written by Nirmal Nadeem at UrduPoint. Jaan Se Jate Rahe Jaan Se Jaana Na Gaya is one of the masterpieces written by Nirmal Nadeem. You can also find the complete poetry collection of Nirmal Nadeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nirmal Nadeem' above.

Jaan Se Jate Rahe Jaan Se Jaana Na Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jaan Se Jate Rahe Jaan Se Jaana Na Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.