Ashk Meri Aankh Ke Qarin Kahin Tha, Urdu Ghazal By Niyazat Ali Niyaz

Ashk Meri Aankh Ke Qarin Kahin Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Niyazat Ali Niyaz. Ashk Meri Aankh Ke Qarin Kahin Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ashk Meri Aankh Ke Qarin Kahin Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اشک مری آنکھ کے قرین کہیں تھا

نیازت علی نیاز

اشک مری آنکھ کے قرین کہیں تھا

غم جو مرے دل میں جاگزین کہیں تھا

چھوڑ گیا تو مجھے جی کیسے بہلتا

تجھ سا زمانے میں کیا حسین کہیں تھا

راہ گزاروں سے یہ مکان کہے ہے

راہ میں دیکھا مرا مکین کہیں تھا

میں کہ نہ مرتا تھا مجھ کو مار گیا پھر

یار سا اک مار آستین کہیں تھا

ہار مقدر نیازؔ ہونی تھی وہ ہے

دین کہیں تھا ترا یقین کہیں تھا

نیازت علی نیاز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ashk Meri Aankh Ke Qarin Kahin Tha

Niyazat Ali Niyaz

ashk meri aankh ke qarin kahin tha
gham jo mere dil mein jaguzin kahin tha

chhoD gaya to mujhe ji kaise bahalta
tujh sa zamane mein kya hasin kahin tha

rah-guzaron se ye makan kahe hai
rah mein dekha mera makin kahin tha

main ki na marta tha mujh ko mar gaya phir
yar sa ek mar-e-astin kahin tha

haar muqaddar 'niyaz' honi thi wo hai
din kahin tha tera yaqin kahin tha

(303) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ashk Meri Aankh Ke Qarin Kahin Tha written by Niyazat Ali Niyaz at UrduPoint. Ashk Meri Aankh Ke Qarin Kahin Tha is one of the masterpieces written by Niyazat Ali Niyaz. You can also find the complete poetry collection of Niyazat Ali Niyaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Niyazat Ali Niyaz' above.

Ashk Meri Aankh Ke Qarin Kahin Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ashk Meri Aankh Ke Qarin Kahin Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.