Wo BigDe Hain Ruke BaiThe Hain Jhunjlate Hain LaDte Hain, Urdu Ghazal By Nizam Rampuri

Wo BigDe Hain Ruke BaiThe Hain Jhunjlate Hain LaDte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nizam Rampuri. Wo BigDe Hain Ruke BaiThe Hain Jhunjlate Hain LaDte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo BigDe Hain Ruke BaiThe Hain Jhunjlate Hain LaDte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ بگڑے ہیں رکے بیٹھے ہیں جھنجلاتے ہیں لڑتے ہیں

نظام رامپوری

وہ بگڑے ہیں رکے بیٹھے ہیں جھنجلاتے ہیں لڑتے ہیں

کبھی ہم جوڑتے ہیں ہاتھ گاہے پاؤں پڑتے ہیں

گئے ہیں ہوش ایسے گر کہیں جانے کو اٹھتا ہوں

تو جاتا ہوں ادھر کو اور ادھر کو پاؤں پڑتے ہیں

ہمارا لے کے دل کیا ایک بوسہ بھی نہیں دیں گے

وہ یوں دل میں تو راضی ہیں مگر ظاہر جھگڑتے ہیں

جو تم کو اک شکایت ہے تو مجھ کو لاکھ شکوے ہیں

لو آؤ مل بھی جاؤ یہ کہیں قصے نبڑتے ہیں

ادھر وہ اور آئینہ ہے اور کاکل بنانا ہے

ادھر وہم اور خاموشی ہے اور دل میں بگڑتے ہیں

یہاں تو سب ہماری جاں کو ناصح بن کے آتے ہیں

وہاں جاتے ہوئے دل چھٹتے ہیں دم اکھڑتے ہیں

نہ دل میں گھر نہ جا محفل میں یاں بھی بیٹھنا مشکل

ترے کوچے میں اب ظالم کب اپنے پاؤں گڑتے ہیں

سحر کو روؤں یا ان کو مناؤں دل کو یا روکوں

یہ قسمت وعدے کی شب جھگڑے سو سو آن پڑتے ہیں

کبھی جھڑکی کبھی گالی کبھی کچھ ہے کبھی کچھ ہے

بنے کیوں کر کہ سو سو بار اک دم میں بگڑتے ہیں

نظامؔ ان کی خموشی میں بھی صد ہا لطف ہیں لیکن

جو باتیں کرتے ہیں تو منہ سے گویا پھول جھڑتے ہیں

نظام رامپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo BigDe Hain Ruke BaiThe Hain Jhunjlate Hain LaDte Hain

Nizam Rampuri

wo bigDe hain ruke baiThe hain jhunjlate hain laDte hain
kabhi hum joDte hain hath gahe panw paDte hain

gae hain hosh aise gar kahin jaane ko uThta hun
to jata hun idhar ko aur udhar ko panw paDte hain

hamara le ke dil kya ek bosa bhi nahin denge
wo yun dil mein to raazi hain magar zahir jhagaDte hain

jo tum ko ek shikayat hai to mujh ko lakh shikwe hain
lo aao mil bhi jao ye kahin qisse nabaDte hain

udhar wo aur aaina hai aur kakul banana hai
idhar wahm aur KHamoshi hai aur dil mein bigaDte hain

yahan to sab hamari jaan ko naseh ban ke aate hain
wahan jate hue dil chhuTte hain dam ukhaDte hain

na dil mein ghar na ja mahfil mein yan bhi baiThna mushkil
tere kuche mein ab zalim kab apne panw gaDte hain

sahar ko roun ya un ko manaun dil ko ya rokun
ye qismat wade ki shab jhagDe sau sau aan paDte hain

kabhi jhiDki kabhi gali kabhi kuchh hai kabhi kuchh hai
bane kyun kar ki sau sau bar ek dam mein bigaDte hain

'nizam' un ki KHamoshi mein bhi sadha lutf hain lekin
jo baaten karte hain to munh se goya phul jhaDte hain

(423) ووٹ وصول ہوئے

You can read Wo BigDe Hain Ruke BaiThe Hain Jhunjlate Hain LaDte Hain written by Nizam Rampuri at UrduPoint. Wo BigDe Hain Ruke BaiThe Hain Jhunjlate Hain LaDte Hain is one of the masterpieces written by Nizam Rampuri. You can also find the complete poetry collection of Nizam Rampuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nizam Rampuri' above.

Wo BigDe Hain Ruke BaiThe Hain Jhunjlate Hain LaDte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo BigDe Hain Ruke BaiThe Hain Jhunjlate Hain LaDte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.