Zae Nahin Hoti Kabhi Tadbir Kisi Ki, Urdu Ghazal By Nizam Rampuri

Zae Nahin Hoti Kabhi Tadbir Kisi Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nizam Rampuri. Zae Nahin Hoti Kabhi Tadbir Kisi Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zae Nahin Hoti Kabhi Tadbir Kisi Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ضائع نہیں ہوتی کبھی تدبیر کسی کی

نظام رامپوری

ضائع نہیں ہوتی کبھی تدبیر کسی کی

میری سی خدایا نہ ہو تقدیر کسی کی

ناحق میں بگڑ جانے کی عادت یہ غضب ہے

ثابت تو کیا کیجیے تقصیر کسی کی

قاصد یہ زبانی تری باتیں تو سنی ہیں

تب جانوں کہ لا دے مجھے تحریر کسی کی

بے ساختہ پہروں ہی کہا کرتے ہیں کیا کیا

ہم ہوتے ہیں اور ہوتی ہے تصویر کسی کی

ایسی تو نظامؔ ان کی نہ عادت تھی وفا کی

وہ جانے نہ جانے یہ ہے تاثیر کسی کی

نظام رامپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zae Nahin Hoti Kabhi Tadbir Kisi Ki

Nizam Rampuri

zae nahin hoti kabhi tadbir kisi ki
meri si KHudaya na ho taqdir kisi ki

nahaq mein bigaD jaane ki aadat ye ghazab hai
sabit to kya kijiye taqsir kisi ki

qasid ye zabani teri baaten to suni hain
tab jaanun ki la de mujhe tahrir kisi ki

be-saKHta pahron hi kaha karte hain kya kya
hum hote hain aur hoti hai taswir kisi ki

aisi to 'nizam' un ki na aadat thi wafa ki
wo jaane na jaane ye hai tasir kisi ki

(458) ووٹ وصول ہوئے

You can read Zae Nahin Hoti Kabhi Tadbir Kisi Ki written by Nizam Rampuri at UrduPoint. Zae Nahin Hoti Kabhi Tadbir Kisi Ki is one of the masterpieces written by Nizam Rampuri. You can also find the complete poetry collection of Nizam Rampuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nizam Rampuri' above.

Zae Nahin Hoti Kabhi Tadbir Kisi Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zae Nahin Hoti Kabhi Tadbir Kisi Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.