Aam Muafi Ke Liye, Urdu Nazam By Nomaan Shauque

Aam Muafi Ke Liye is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Nomaan Shauque. Aam Muafi Ke Liye comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Aam Muafi Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عام معافی کے لیے

نعمان شوق

بین کرتی عورتوں سے

ہم پوچھ رہے ہیں میرؔ کے شعر کا مطلب

بے گھر بھونروں سے کہہ رہے ہیں

شکنتلا کو رجھانے کے لیے

لو بھری دوپہر میں

کوکنے کا تقاضہ کر رہے ہیں کوئل سے

اس مشکل وقت میں

کچھ لوگ کہہ رہے ہیں ہم سے

اپنی وفاداری ثابت کرنے کے لیے

ایک ٹوٹے ہوئے برتن کو

چاک سے وفاداری ثابت کرنے کے لیے

کچھ لوگ تالیاں بجا رہے ہیں

کچھ حیران ہو کر دیکھ رہے ہیں

ان کی اور ہماری شکل

یہ معصوم ہیں

انہیں معاف کر دینا میرے خدا

اور ممکن ہو تو ہمیں بھی

کہ ہم جی رہے ہیں

اس مشکل وقت میں بھی

نعمان شوق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aam Muafi Ke Liye

Nomaan Shauque

bain karti auraton se
hum puchh rahe hain 'mir' ke sher ka matlab
beghar bhaunron se kah rahe hain
shakuntla ko rijhane ke liye
lu bhari dopahar mein
kukne ka taqaza kar rahe hain koyal se
is mushkil waqt mein
kuchh log kah rahe hain hum se
apni wafadari sabit karne ke liye
ek TuTe hue bartan ko
chaak se wafadari sabit karne ke liye
kuchh log taliyan baja rahe hain
kuchh hairan ho kar dekh rahe hain
un ki aur hamari shakl
ye masum hain
inhen muaf kar dena mere KHuda
aur mumkin ho to hamein bhi
ki hum ji rahe hain
is mushkil waqt mein bhi

(359) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aam Muafi Ke Liye written by Nomaan Shauque at UrduPoint. Aam Muafi Ke Liye is one of the masterpieces written by Nomaan Shauque. You can also find the complete poetry collection of Nomaan Shauque by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nomaan Shauque' above.

Aam Muafi Ke Liye is a widely read Urdu Nazam. If you like Aam Muafi Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.