Aalam Aalam Juda Juda Hai Na, Urdu Ghazal By Noor Ahmad Noor

Aalam Aalam Juda Juda Hai Na is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Noor Ahmad Noor. Aalam Aalam Juda Juda Hai Na comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aalam Aalam Juda Juda Hai Na on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عالم عالم جدا جدا ہے نا

نور احمد نور

عالم عالم جدا جدا ہے نا

بندہ بندہ خدا خدا ہے نا

بھیجتا ہے درود جن پہ خدا

جن پہ عالم فدا فدا ہے نا

آخرش کائنات سب فانی

اللہ اللہ سدا سدا ہے نا

سنتیں دوست کی پسندیدہ

ان کی ہر ہر ادا ادا ہے نا

بارہا معصیت سے کر توبہ

بازو بازو لدا لدا ہے نا

مغفرت کے کھلے کھلے در ہیں

رحمتوں کی ردا ردا ہے نا

فضل حق سایۂ نبی مانگے

نورؔ در کا گدا گدا ہے نا

نور احمد نور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aalam Aalam Juda Juda Hai Na

Noor Ahmad Noor

aalam aalam juda juda hai na
banda banda KHuda KHuda hai na

bhejta hai darud jin pe KHuda
jin pe aalam fida fida hai na

aaKHirash kaenat sab fani
allah allah sada sada hai na

sunnaten dost ki pasandida
un ki har har ada ada hai na

barha masiyat se kar tauba
bazu bazu lada lada hai na

maghfirat ke khule khule dar hain
rahmaton ki rida rida hai na

fazl-e-haq saya-e-nabi mange
'nur' dar ka gada gada hai na

(476) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aalam Aalam Juda Juda Hai Na written by Noor Ahmad Noor at UrduPoint. Aalam Aalam Juda Juda Hai Na is one of the masterpieces written by Noor Ahmad Noor. You can also find the complete poetry collection of Noor Ahmad Noor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Noor Ahmad Noor' above.

Aalam Aalam Juda Juda Hai Na is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aalam Aalam Juda Juda Hai Na, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.