Saf Dil Tha Sab Ke Ghar Jata Tha Main, Urdu Ghazal By Noor Ahmad Noor

Saf Dil Tha Sab Ke Ghar Jata Tha Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Noor Ahmad Noor. Saf Dil Tha Sab Ke Ghar Jata Tha Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Saf Dil Tha Sab Ke Ghar Jata Tha Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

صاف دل تھا سب کے گھر جاتا تھا میں

نور احمد نور

صاف دل تھا سب کے گھر جاتا تھا میں

جتنا ادنیٰ اتنا ہی اعلیٰ تھا میں

رات کے سایوں سے میرا ربط تھا

صبح ہو جانے پہ گھر لوٹا تھا میں

اس الکٹرک پول کے سائے تلے

ٹکٹکی باندھے ہوئے بیٹھا تھا میں

پھر نیا سورج اگانے کے لئے

صبح صادق کی طرح ابھرا تھا میں

میں کبھی پربت کے جیسا تھا اٹل

یا ذرا سی ٹھیس پر بکھرا تھا میں

اک چمکتے آئنے کا عکس تھا

اور بچے کی طرح لپکا تھا میں

بٹ گیا ہوں آج جسموں میں کئی

نورؔ کل تک کس قدر تنہا تھا میں

نور احمد نور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Saf Dil Tha Sab Ke Ghar Jata Tha Main

Noor Ahmad Noor

saf dil tha sab ke ghar jata tha main
jitna adna utna hi aala tha main

raat ke sayon se mera rabt tha
subh ho jaane pe ghar lauTa tha main

is electric poll ke sae tale
TikTiki bandhe hue baiTha tha main

phir naya suraj ugane ke liye
subh-e-sadiq ki tarah ubhra tha main

main kabhi parbat ke jaisa tha aTal
ya zara si Thes par bikhra tha main

ek chamakte aaine ka aks tha
aur bachche ki tarah lapka tha main

baT gaya hun aaj jismon mein kai
'nur' kal tak kis qadar tanha tha main

(268) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Saf Dil Tha Sab Ke Ghar Jata Tha Main written by Noor Ahmad Noor at UrduPoint. Saf Dil Tha Sab Ke Ghar Jata Tha Main is one of the masterpieces written by Noor Ahmad Noor. You can also find the complete poetry collection of Noor Ahmad Noor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Noor Ahmad Noor' above.

Saf Dil Tha Sab Ke Ghar Jata Tha Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Saf Dil Tha Sab Ke Ghar Jata Tha Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.