BaDi Hairat Hai Wo Zinda Mila Hai, Urdu Ghazal By Noorul Ain Qaisar Qasmi

BaDi Hairat Hai Wo Zinda Mila Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Noorul Ain Qaisar Qasmi. BaDi Hairat Hai Wo Zinda Mila Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read BaDi Hairat Hai Wo Zinda Mila Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بڑی حیرت ہے وہ زندہ ملا ہے

نور العین قیصر قاسمی

بڑی حیرت ہے وہ زندہ ملا ہے

جسے ہر موڑ پر دھوکا ملا ہے

تلاش حق میں میں نکلا ہوں جب بھی

نئی منزل نیا رستا ملا ہے

ملا بھی کیا کسی کو تم سے مل کر

بکھر جانے کا اندیشہ ملا ہے

نہیں پیاسے کو قطرہ بھی میسر

جو ہے سیراب اسے دریا ملا ہے

مرے گھر ڈھونڈنے والوں کو اکثر

فقط اک ٹوٹا آئینہ ملا ہے

نور العین قیصر قاسمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

BaDi Hairat Hai Wo Zinda Mila Hai

Noorul Ain Qaisar Qasmi

baDi hairat hai wo zinda mila hai
jise har moD par dhoka mila hai

talash-e-haq mein main nikla hun jab bhi
nai manzil naya rasta mila hai

mila bhi kya kisi ko tum se mil kar
bikhar jaane ka andesha mila hai

nahin pyase ko qatra bhi mayassar
jo hai sairab use dariya mila hai

mere ghar DhunDne walon ko aksar
faqat ek TuTa aaina mila hai

(525) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read BaDi Hairat Hai Wo Zinda Mila Hai written by Noorul Ain Qaisar Qasmi at UrduPoint. BaDi Hairat Hai Wo Zinda Mila Hai is one of the masterpieces written by Noorul Ain Qaisar Qasmi. You can also find the complete poetry collection of Noorul Ain Qaisar Qasmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Noorul Ain Qaisar Qasmi' above.

BaDi Hairat Hai Wo Zinda Mila Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like BaDi Hairat Hai Wo Zinda Mila Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.