KHushi Mein Gham Ki Haalat Kar Ke Dekhun, Urdu Ghazal By Noorul Ain Qaisar Qasmi

KHushi Mein Gham Ki Haalat Kar Ke Dekhun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Noorul Ain Qaisar Qasmi. KHushi Mein Gham Ki Haalat Kar Ke Dekhun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHushi Mein Gham Ki Haalat Kar Ke Dekhun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خوشی میں غم کی حالت کر کے دیکھوں

نور العین قیصر قاسمی

خوشی میں غم کی حالت کر کے دیکھوں

اسے اپنی ضرورت کر کے دیکھوں

زمانہ کہہ رہا ہے جانے کیا کیا

کبھی میں بھی محبت کر کے دیکھوں

نظر میں اب یہی اک راستا ہے

کہ خوابوں کو حقیقت کر کے دیکھوں

چلے ہیں آسماں چھونے کئی لوگ

ذرا میں بھی تو ہمت کر کے دیکھوں

خود اپنے آپ سے اک روز قیصرؔ

میں اپنی ہی شکایت کر کے دیکھوں

نور العین قیصر قاسمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHushi Mein Gham Ki Haalat Kar Ke Dekhun

Noorul Ain Qaisar Qasmi

KHushi mein gham ki haalat kar ke dekhun
use apni zarurat kar ke dekhun

zamana kah raha hai jaane kya kya
kabhi main bhi mohabbat kar ke dekhun

nazar mein ab yahi ek rasta hai
ki KHwabon ko haqiqat kar ke dekhun

chale hain aasman chhune kai log
zara main bhi to himmat kar ke dekhun

KHud apne aap se ek roz 'qaisar'
main apni hi shikayat kar ke dekhun

(501) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHushi Mein Gham Ki Haalat Kar Ke Dekhun written by Noorul Ain Qaisar Qasmi at UrduPoint. KHushi Mein Gham Ki Haalat Kar Ke Dekhun is one of the masterpieces written by Noorul Ain Qaisar Qasmi. You can also find the complete poetry collection of Noorul Ain Qaisar Qasmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Noorul Ain Qaisar Qasmi' above.

KHushi Mein Gham Ki Haalat Kar Ke Dekhun is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHushi Mein Gham Ki Haalat Kar Ke Dekhun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.