Hazar Shama Farozan Ho Raushni Ke Liye, Urdu Ghazal By Nushur Wahidi

Hazar Shama Farozan Ho Raushni Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nushur Wahidi. Hazar Shama Farozan Ho Raushni Ke Liye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hazar Shama Farozan Ho Raushni Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہزار شمع فروزاں ہو روشنی کے لیے

نشور واحدی

ہزار شمع فروزاں ہو روشنی کے لیے

نظر نہیں تو اندھیرا ہے آدمی کے لیے

تعلقات کی دنیا بھی آدمی کے لیے

اک اجنبی سا تصور ہے اجنبی کے لیے

چمن چمن ہے محبت جہاں جہاں سے جمال

یہ اہتمام ہے اک دل کی زندگی کے لیے

شب نشاط مبارک تجھے یہ ماہ و نجوم

سحر بہت ہے مری کم ستارگی کے لیے

نگاہ دوست سلامت کہ فیض گریہ سے

بہت گہر ہیں مرے دامن تہی کے لیے

نگاہ مست کی صہبا ٹپک رہی ہے نشورؔ

غزل کہی ہے طبیعت کی سر خوشی کے لیے

نشور واحدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hazar Shama Farozan Ho Raushni Ke Liye

Nushur Wahidi

hazar shama farozan ho raushni ke liye
nazar nahin to andhera hai aadmi ke liye

talluqat ki duniya bhi aadmi ke liye
ek ajnabi sa tasawwur hai ajnabi ke liye

chaman chaman hai mohabbat jahan jahan se jamal
ye ehtimam hai ek dil ki zindagi ke liye

shab-e-nashat mubarak tujhe ye mah-o-nujum
sahar bahut hai meri kam-sitargi ke liye

nigah-e-dost salamat ki faiz-e-girya se
bahut guhar hain mere daman-e-tahi ke liye

nigah-e-mast ki sahba Tapak rahi hai 'nushur'
ghazal kahi hai tabiat ki sarKHushi ke liye

(380) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hazar Shama Farozan Ho Raushni Ke Liye written by Nushur Wahidi at UrduPoint. Hazar Shama Farozan Ho Raushni Ke Liye is one of the masterpieces written by Nushur Wahidi. You can also find the complete poetry collection of Nushur Wahidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nushur Wahidi' above.

Hazar Shama Farozan Ho Raushni Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hazar Shama Farozan Ho Raushni Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.