Yahan Hawa Ke Siwa Raat Bhar Na Tha Koi, Urdu Ghazal By Nusrat Mehdi

Yahan Hawa Ke Siwa Raat Bhar Na Tha Koi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nusrat Mehdi. Yahan Hawa Ke Siwa Raat Bhar Na Tha Koi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Yahan Hawa Ke Siwa Raat Bhar Na Tha Koi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہاں ہوا کے سوا رات بھر نہ تھا کوئی

نصرت مہدی

یہاں ہوا کے سوا رات بھر نہ تھا کوئی

مجھے لگا تھا کوئی ہے مگر نہ تھا کوئی

تھی ایک بھیڑ مگر ہم سفر نہ تھا کوئی

سفر کے وقت جدائی کا ڈر نہ تھا کوئی

وہ روشنی کی کرن آئی اور چلی بھی گئی

کھلا ہوا مری بستی کا در نہ تھا کوئی

بس ایک بار وہ بھولا تھا گھر کا دروازہ

پھر اس کے جیسا یہاں در بدر نہ تھا کوئی

جھلس کے رہ گئے آنگن میں دھوپ سے پودے

کہ سایہ دار پرانا شجر نہ تھا کوئی

یہ اور بات رہا بے نیاز محفل میں

یوں میرے حال سے وہ بے خبر نہ تھا کوئی

نصرت مہدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yahan Hawa Ke Siwa Raat Bhar Na Tha Koi

Nusrat Mehdi

yahan hawa ke siwa raat bhar na tha koi
mujhe laga tha koi hai magar na tha koi

thi ek bhiD magar ham-safar na tha koi
safar ke waqt judai ka Dar na tha koi

wo raushni ki kiran aai aur chali bhi gai
khula hua meri basti ka dar na tha koi

bas ek bar wo bhula tha ghar ka darwaza
phir us ke jaisa yahan dar-ba-dar na tha koi

jhulas ke rah gae aangan mein dhup se paude
ki saya-dar purana shajar na tha koi

ye aur baat raha be-niyaz mahfil mein
yun mere haal se wo be-KHabar na tha koi

(511) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yahan Hawa Ke Siwa Raat Bhar Na Tha Koi written by Nusrat Mehdi at UrduPoint. Yahan Hawa Ke Siwa Raat Bhar Na Tha Koi is one of the masterpieces written by Nusrat Mehdi. You can also find the complete poetry collection of Nusrat Mehdi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nusrat Mehdi' above.

Yahan Hawa Ke Siwa Raat Bhar Na Tha Koi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yahan Hawa Ke Siwa Raat Bhar Na Tha Koi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.