Dara Rahi Thi Mujhe Aur Dar Liya Maine, Urdu Ghazal By Osama Khalid

Dara Rahi Thi Mujhe Aur Dar Liya Maine is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Osama Khalid. Dara Rahi Thi Mujhe Aur Dar Liya Maine comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dara Rahi Thi Mujhe Aur Dar Liya Maine on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ڈرا رہی تھی مجھے اور ڈر لیا میں نے

اسامہ خالد

ڈرا رہی تھی مجھے اور ڈر لیا میں نے

پھر ایک روز محبت کا سر لیا میں نے

کسی سے مانگی مسلسل رسد اذیت کی

پھر اپنے سائے کو دیوار کر لیا میں نے

پہن رہے تھے کسی غم کا پیرہن کچھ لوگ

اگرچہ مہنگا پڑا مجھ کو پر لیا میں نے

بغیر اداسی مناسب نہیں تھا گھر جانا

یہ انتظام اسے چھو کے کر لیا میں نے

تمام ہو گئی مجھ پر کسی کی حجت دوست

جہاں نہیں تھا بپھرنا بپھر لیا میں نے

اسامہ خالد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dara Rahi Thi Mujhe Aur Dar Liya Maine

Osama Khalid

Dara rahi thi mujhe aur Dar liya main ne
phir ek roz mohabbat ka sar liya main ne

kisi se mangi musalsal rasad aziyyat ki
phir apne sae ko diwar kar liya main ne

pahan rahe the kisi gham ka pairahan kuchh log
agarche mahnga paDa mujh ko par liya main ne

baghair udasi munasib nahin tha ghar jaana
ye intizam use chhu ke kar liya main ne

tamam ho gai mujh par kisi ki hujjat dost
jahan nahin tha bipharna biphar liya main ne

(537) ووٹ وصول ہوئے

You can read Dara Rahi Thi Mujhe Aur Dar Liya Maine written by Osama Khalid at UrduPoint. Dara Rahi Thi Mujhe Aur Dar Liya Maine is one of the masterpieces written by Osama Khalid. You can also find the complete poetry collection of Osama Khalid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Osama Khalid' above.

Dara Rahi Thi Mujhe Aur Dar Liya Maine is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dara Rahi Thi Mujhe Aur Dar Liya Maine, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.