Nahin Apne To Begane Bahut Hain, Urdu Ghazal By Paikar Yazdani

Nahin Apne To Begane Bahut Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Paikar Yazdani. Nahin Apne To Begane Bahut Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nahin Apne To Begane Bahut Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہیں اپنے تو بیگانے بہت ہیں

پیکر یزدانی

نہیں اپنے تو بیگانے بہت ہیں

جہاں میں آئنہ خانے بہت ہیں

پریشاں کیوں ہو میرے ہم رکابو

مرے غم کو مرے شانے بہت ہیں

زمانہ بھر کی حجت کے مقابل

فقط تسبیح کے دانے بہت ہیں

ابھی سے آپ ہمت ہار بیٹھے

ابھی الزام سر آنے بہت ہیں

ہمیں رکھا ہے کس درجے میں صاحب

سنا ہے آپ کے خانے بہت ہیں

کسی کو شام کی ہے فکر لاحق

کسی کو شوق فرمانے بہت ہیں

اسی کا نام پیکرؔ زندگی ہے

مراحل سامنے آنے بہت ہیں

پیکر یزدانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nahin Apne To Begane Bahut Hain

Paikar Yazdani

nahin apne to begane bahut hain
jahan mein aaina-KHane bahut hain

pareshan kyon ho mere ham-rikabo
mere gham ko mere shane bahut hain

zamane bhar ki hujjat ke muqabil
faqat tasbih ke dane bahut hain

abhi se aap himmat haar baiThe
abhi ilzam sar aane bahut hain

hamein rakkha hai kis darje mein sahib
suna hai aap ke KHane bahut hain

kisi ko sham ki hai fikr lahaq
kisi ko shauq farmane bahut hain

isi ka nam 'paikar' zindagi hai
marahil samne aane bahut hain

(567) ووٹ وصول ہوئے

You can read Nahin Apne To Begane Bahut Hain written by Paikar Yazdani at UrduPoint. Nahin Apne To Begane Bahut Hain is one of the masterpieces written by Paikar Yazdani. You can also find the complete poetry collection of Paikar Yazdani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Paikar Yazdani' above.

Nahin Apne To Begane Bahut Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nahin Apne To Begane Bahut Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.