Use Mohabbat Hai Humse Lekin Kabhi Zaban Se Kaha Nahin Hai, Urdu Ghazal By Pallavi Mishra

Use Mohabbat Hai Humse Lekin Kabhi Zaban Se Kaha Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Pallavi Mishra. Use Mohabbat Hai Humse Lekin Kabhi Zaban Se Kaha Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Use Mohabbat Hai Humse Lekin Kabhi Zaban Se Kaha Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اسے محبت ہے ہم سے لیکن کبھی زباں سے کہا نہیں ہے

پلوی مشرا

اسے محبت ہے ہم سے لیکن کبھی زباں سے کہا نہیں ہے

نگاہ پڑھنے میں ہم ہیں ماہر اسے یہ شاید پتا نہیں ہے

قدم تلے ہے زمین غائب کہیں پہ چھت کا پتا نہیں ہے

یہ بھید کیوں ہے سمجھ سکے جو ابھی تلک تو ملا نہیں ہے

گزر رہی زندگی یہ کیسی جو پوچھتے ہو تو کیا بتاؤں

خدا سے مجھ کو گلہ نہیں ہے مگر جو چاہا ملا نہیں ہے

وہ کہہ رہا ہے کہ جان اپنی ہماری خاطر لٹا سکے گا

ہے کون جس نے وفا میں یہ سب کہا نہیں یا سنا نہیں ہے

نہ زندگی سے مجھے گلہ ہے نہ زندگی سے تجھے گلہ ہے

مگر الگ اس طرح سے جینا تمہیں کہو کیا سزا نہیں ہے

کسی کو مانگے بنا ملے سب کسی کی جھولی رہے ہے خالی

کہ اس کے پیچھے خدا کی منشا ہے کیا کسی کو پتا نہیں ہے

کہ مشکلوں سے ڈرو نہیں اور کام ہمت سے لو ہمیشہ

تبھی سپھلتا ملے گی اک دن یہ سچ کسی سے چھپا نہیں ہے

پلوی مشرا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Use Mohabbat Hai Humse Lekin Kabhi Zaban Se Kaha Nahin Hai

Pallavi Mishra

use mohabbat hai hum se lekin kabhi zaban se kaha nahin hai
nigah paDhne mein hum hain mahir use ye shayad pata nahin hai

qadam tale hai zamin ghaeb kahin pe chhat ka pata nahin hai
ye bhed kyun hai samajh sake jo abhi talak to mila nahin hai

guzar rahi zindagi ye kaisi jo puchhte ho to kya bataun
KHuda se mujh ko gila nahin hai magar jo chaha mila nahin hai

wo kah raha hai ki jaan apni hamari KHatir luTa sakega
hai kaun jis ne wafa mein ye sab kaha nahin ya suna nahin hai

na zindagi se mujhe gila hai na zindagi se tujhe gila hai
magar alag is tarah se jina tumhin kaho kya saza nahin hai

kisi ko mange bina mile sab kisi ki jholi rahe hai KHali
ki is ke pichhe KHuda ki mansha hai kya kisi ko pata nahin hai

ki mushkilon se Daro nahin aur kaam himmat se lo hamesha
tabhi saphalta milegi ek din ye sach kisi se chhupa nahin hai

(535) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Use Mohabbat Hai Humse Lekin Kabhi Zaban Se Kaha Nahin Hai written by Pallavi Mishra at UrduPoint. Use Mohabbat Hai Humse Lekin Kabhi Zaban Se Kaha Nahin Hai is one of the masterpieces written by Pallavi Mishra. You can also find the complete poetry collection of Pallavi Mishra by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Pallavi Mishra' above.

Use Mohabbat Hai Humse Lekin Kabhi Zaban Se Kaha Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Use Mohabbat Hai Humse Lekin Kabhi Zaban Se Kaha Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.