Payam Gham Ka Wahi Gham-gusar Dete Hain, Urdu Ghazal By Parveen Kaif

Payam Gham Ka Wahi Gham-gusar Dete Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Parveen Kaif. Payam Gham Ka Wahi Gham-gusar Dete Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Payam Gham Ka Wahi Gham-gusar Dete Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پیام غم کا وہی غم گسار دیتے ہیں

پروین کیف

پیام غم کا وہی غم گسار دیتے ہیں

تسلیاں جو نئی بار بار دیتے ہیں

کہاں کا ہوش انہیں یہ تری ہے رسوائی

صدائیں تجھ کو جو دیوانہ وار دیتے ہیں

وہ آتے آتے یہ کہتے ہیں جلد جانا ہے

وہ جاتے جاتے نیا انتظار دیتے ہیں

بچا سکیں گے سفینوں کو خاک طوفاں سے

وہ ناخدا کہ جو ہمت ہی ہار دیتے ہیں

میں جب بھی ذکر کروں دل کی بے قراری کا

وہ مجھ کو صبر کا دشمن قرار دیتے ہیں

پروین کیف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Payam Gham Ka Wahi Gham-gusar Dete Hain

Parveen Kaif

payam gham ka wahi gham-gusar dete hain
tasalliyan jo nai bar-bar dete hain

kahan ka hosh unhen ye teri hai ruswai
sadaen tujh ko jo diwana-war dete hain

wo aate aate ye kahte hain jald jaana hai
wo jate jate naya intizar dete hain

bacha sakenge safinon ko KHak tufan se
wo naKHuda ki jo himmat hi haar dete hain

main jab bhi zikr karun dil ki be-qarari ka
wo mujh ko sabr ka dushman qarar dete hain

(535) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Payam Gham Ka Wahi Gham-gusar Dete Hain written by Parveen Kaif at UrduPoint. Payam Gham Ka Wahi Gham-gusar Dete Hain is one of the masterpieces written by Parveen Kaif. You can also find the complete poetry collection of Parveen Kaif by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Parveen Kaif' above.

Payam Gham Ka Wahi Gham-gusar Dete Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Payam Gham Ka Wahi Gham-gusar Dete Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.