Ummidon Ke Panchhi Ke Par Niklenge, Urdu Ghazal By Pratap Somvanshi

Ummidon Ke Panchhi Ke Par Niklenge is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Pratap Somvanshi. Ummidon Ke Panchhi Ke Par Niklenge comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ummidon Ke Panchhi Ke Par Niklenge on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

امیدوں کے پنچھی کے پر نکلیں گے

پرتاپ سوم ونشی

امیدوں کے پنچھی کے پر نکلیں گے

میرے بچے مجھ سے بہتر نکلیں گے

لکشمن ریکھا بھی آخر کیا کر لے گی

سارے راون گھر کے اندر نکلیں گے

دل تو اسٹیشن کے رستے چلا گیا

پاؤں ہمارے تھوڑا سو کر نکلیں گے

اچھی اچھی باتیں تو سب کرتے ہیں

ان میں سے ہی بد سے بد تر نکلیں گے

بازاروں کے دستوروں سے واقف ہیں

سارے آنسو اندر ڈھک کر نکلیں گے

دل والے تو آہٹ پر چل دیتے ہیں

عقل کے بندے سوچ سمجھ کر نکلیں گے

پرتاپ سوم ونشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ummidon Ke Panchhi Ke Par Niklenge

Pratap Somvanshi

ummidon ke panchhi ke par niklenge
mere bachche mujh se behtar niklenge

laxman-rekha bhi aaKHir kya kar legi
sare rawan ghar ke andar niklenge

dil to station ke raste chala gaya
panw hamare thoDa so kar niklenge

achchhi achchhi baaten to sab karte hain
in mein se hi bad se bad-tar niklenge

bazaron ke dasturon se waqif hain
sare aansu andar Dhak kar niklenge

dil wale to aahaT par chal dete hain
aql ke bande soch-samajh kar niklenge

(618) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ummidon Ke Panchhi Ke Par Niklenge written by Pratap Somvanshi at UrduPoint. Ummidon Ke Panchhi Ke Par Niklenge is one of the masterpieces written by Pratap Somvanshi. You can also find the complete poetry collection of Pratap Somvanshi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Pratap Somvanshi' above.

Ummidon Ke Panchhi Ke Par Niklenge is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ummidon Ke Panchhi Ke Par Niklenge, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.