Ek Yahi Wasf Hai IsMein Jo Amar Lagta Hai, Urdu Ghazal By Priya Tabita

Ek Yahi Wasf Hai IsMein Jo Amar Lagta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Priya Tabita. Ek Yahi Wasf Hai IsMein Jo Amar Lagta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Yahi Wasf Hai IsMein Jo Amar Lagta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک یہی وصف ہے اس میں جو امر لگتا ہے

پریا تابیتا

اک یہی وصف ہے اس میں جو امر لگتا ہے

وہ کڑی دھوپ میں برگد کا شجر لگتا ہے

یوں تو چاہت میں نہاں جون کی حدت ہے مگر

سرد لہجے میں دسمبر کا اثر لگتا ہے

جب سے جانا کہ وہ ہم شہر ہے میرا تب سے

شہر لاہور بھی جادو کا نگر لگتا ہے

جانے کب گردش ایام بدل ڈالے تجھے

جیت کر تجھ کو مجھے ہار سے ڈر لگتا ہے

چاہے کتنی ہی سجاوٹ سے مزین ہو مگر

ماں نظر آئے تو گھر اصل میں گھر لگتا ہے

اس قدر اس کی نگاہوں میں تقدس ہے نہاں

سر جھکاتی ہوں تو پیپل کا شجر لگتا ہے

پریا تابیتا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Yahi Wasf Hai IsMein Jo Amar Lagta Hai

Priya Tabita

ek yahi wasf hai is mein jo amar lagta hai
wo kaDi dhup mein bargad ka shajar lagta hai

yun to chahat mein nihan june ki hiddat hai magar
sard lahje mein december ka asar lagta hai

jab se jaana ki wo ham-shahr hai mera tab se
shahr-e-lahore bhi jadu ka nagar lagta hai

jaane kab gardish-e-ayyam badal Dale tujhe
jit kar tujh ko mujhe haar se Dar lagta hai

chahe kitni hi sajawaT se muzayyan ho magar
man nazar aae to ghar asl mein ghar lagta hai

is qadar us ki nigahon mein taqaddus hai nihan
sar jhukati hun to pipal ka shajar lagta hai

(506) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Yahi Wasf Hai IsMein Jo Amar Lagta Hai written by Priya Tabita at UrduPoint. Ek Yahi Wasf Hai IsMein Jo Amar Lagta Hai is one of the masterpieces written by Priya Tabita. You can also find the complete poetry collection of Priya Tabita by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Priya Tabita' above.

Ek Yahi Wasf Hai IsMein Jo Amar Lagta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Yahi Wasf Hai IsMein Jo Amar Lagta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.