Nazar-nawaz Nazaron Se Baat Karta Hun, Urdu Ghazal By Qaisar Nizami

Nazar-nawaz Nazaron Se Baat Karta Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qaisar Nizami. Nazar-nawaz Nazaron Se Baat Karta Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nazar-nawaz Nazaron Se Baat Karta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نظر نواز نظاروں سے بات کرتا ہوں

قیصر نظامی

نظر نواز نظاروں سے بات کرتا ہوں

سکوں نصیب سہاروں سے بات کرتا ہوں

الجھ رہا ہے جو خاروں میں پھر سے یہ دامن

خزاں بدوش بہاروں سے بات کرتا ہوں

تمہارے عشق میں تم سے جدا جدا رہ کر

غم فراق کے ماروں سے بات کرتا ہوں

ترے بغیر یہ عالم ارے معاذ اللہ

فلک کے چاند ستاروں سے بات کرتا ہوں

وفور اشک سے یہ حال ہو گیا قیصرؔ

یم الم کے کناروں سے بات کرتا ہوں

قیصر نظامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nazar-nawaz Nazaron Se Baat Karta Hun

Qaisar Nizami

nazar-nawaz nazaron se baat karta hun
sukun nasib sahaaron se baat karta hun

ulajh raha hai jo KHaron mein phir se ye daman
KHizan ba-dosh bahaaron se baat karta hun

tumhaare ishq mein tum se juda juda rah kar
gham-e-firaq ke maron se baat karta hun

tere baghair ye aalam are maaz-allah
falak ke chand sitaron se baat karta hun

wufur-e-ashk se ye haal ho gaya 'qaisar'
yam-e-alam ke kinaron se baat karta hun

(400) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nazar-nawaz Nazaron Se Baat Karta Hun written by Qaisar Nizami at UrduPoint. Nazar-nawaz Nazaron Se Baat Karta Hun is one of the masterpieces written by Qaisar Nizami. You can also find the complete poetry collection of Qaisar Nizami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qaisar Nizami' above.

Nazar-nawaz Nazaron Se Baat Karta Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nazar-nawaz Nazaron Se Baat Karta Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.