Ai Ham-nafaso Dard Ki Ye Raat KaDi Hai, Urdu Ghazal By Qaisar Qalandar

Ai Ham-nafaso Dard Ki Ye Raat KaDi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qaisar Qalandar. Ai Ham-nafaso Dard Ki Ye Raat KaDi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ai Ham-nafaso Dard Ki Ye Raat KaDi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اے ہم نفسو درد کی یہ رات کڑی ہے

قیصر قلندر

اے ہم نفسو درد کی یہ رات کڑی ہے

سر تھامے ہوئے دل میں کہیں آس کھڑی ہے

ہم رنگ شفق ہے دل معصوم کا عالم

وہ دور تمنا کی سحر چپ کے کھڑی ہے

اجلی تھی تری یاد کی یہ زرد سی پتی

خاکستر ایام میں خاموش پڑی ہے

ان آنکھوں میں پھر دیکھا حیا رنگ تبسم

رستے میں قضا سے مری پھر آنکھ لڑی ہے

پھر دست صبا نے وہ گجر آج بجایا

پلکوں پہ پھر اک بار مری نیند اڑی ہے

پھر شہر غزالاں میں غزل لایا ہے قیصرؔ

صورت کدۂ حسن میں پھر دھوم پڑی ہے

قیصر قلندر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ai Ham-nafaso Dard Ki Ye Raat KaDi Hai

Qaisar Qalandar

ai ham-nafaso dard ki ye raat kaDi hai
sar thame hue dil mein kahin aas khaDi hai

ham-rang-e-shafaq hai dil-e-masum ka aalam
wo daur-e-tamanna ki sahar chup ke khaDi hai

ujli thi teri yaad ki ye zard si patti
KHakistar-e-ayyam mein KHamosh paDi hai

un aankhon mein phir dekha haya rang-e-tabassum
raste mein qaza se meri phir aankh laDi hai

phir dast-e-saba ne wo gajar aaj bajaya
palkon pe phir ek bar meri nind uDi hai

phir shahr-e-ghazalan mein ghazal laya hai 'qaisar'
surat-kada-e-husn mein phir dhum paDi hai

(448) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ai Ham-nafaso Dard Ki Ye Raat KaDi Hai written by Qaisar Qalandar at UrduPoint. Ai Ham-nafaso Dard Ki Ye Raat KaDi Hai is one of the masterpieces written by Qaisar Qalandar. You can also find the complete poetry collection of Qaisar Qalandar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qaisar Qalandar' above.

Ai Ham-nafaso Dard Ki Ye Raat KaDi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ai Ham-nafaso Dard Ki Ye Raat KaDi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.