Gul Ba-nok-e-Khaar, Urdu Nazam By Qaisar Ziya Qaisar

Gul Ba-nok-e-Khaar is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Qaisar Ziya Qaisar. Gul Ba-nok-e-Khaar comes under the Love category of Urdu Nazam. You can read Gul Ba-nok-e-Khaar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گل بہ نوک خار

قیصر ضیا قیصر

مری زلفیں نہیں کالی گھٹا ہیں

مری پیشانی ہے مہتاب جیسی

مری آنکھیں کنول کی پنکھڑی ہیں

مرے لب ہیں گلابوں سے مشابہ

مرے گالوں میں ہے لالی شفق کی

مری گردن صراحی دار دیکھو

مری باہیں ہیں مثل شاخ صندل

بدن میرا ہے لالہ زار دیکھو

اداؤں میں مری جادوگری ہے

مری ہستی مکمل شاعری ہے

ہوس کے مارو میں بازار میں ہوں

گل تر ہوں پہ نوک خار میں ہوں

مرے حسن و جوانی کے مناسب

لگاؤ دام اور مجھ کو خریدو

کہ ہر صورت ادا کرنا ہے مجھ کو

کسی بیوی کی لاچاری کا قرضہ

کسی شوہر کی بیماری کا قرضہ

قیصر ضیا قیصر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gul Ba-nok-e-Khaar

Qaisar Ziya Qaisar

meri zulfen nahin kali ghaTa hain
meri peshani hai mahtab jaisi
meri aankhen kanwal ki pankhuDi hain
mere lab hain gulabon se mushabah
mere galon mein hai lali shafaq ki
meri gardan surahi-dar dekho
meri bahen hain misl-e-shaKH-e-sandal
badan mera hai lala-zar dekho
adaon mein meri jadugari hai
meri hasti mukammal shairi hai
hawas ke maro mein bazar mein hun
gul-e-tar hun pa nok-e-KHar mein hun
mere husn-o-jawani ke munasib
lagaw dam aur mujh ko KHarido
ki har surat ada karna hai mujh ko
kisi biwi ki lachaari ka qarza
kisi shauhar ki bimari ka qarza

(409) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gul Ba-nok-e-Khaar written by Qaisar Ziya Qaisar at UrduPoint. Gul Ba-nok-e-Khaar is one of the masterpieces written by Qaisar Ziya Qaisar. You can also find the complete poetry collection of Qaisar Ziya Qaisar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qaisar Ziya Qaisar' above.

Gul Ba-nok-e-Khaar is a widely read Urdu Nazam. If you like Gul Ba-nok-e-Khaar, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.