Na Ho Aarzu Kuchh Yahi Aarzu Hai, Urdu Ghazal By Qalaq Merathi

Na Ho Aarzu Kuchh Yahi Aarzu Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qalaq Merathi. Na Ho Aarzu Kuchh Yahi Aarzu Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Ho Aarzu Kuchh Yahi Aarzu Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ ہو آرزو کچھ یہی آرزو ہے

قلق میرٹھی

نہ ہو آرزو کچھ یہی آرزو ہے

فقط میں ہی میں ہوں تو پھر تو ہی تو ہے

نہ یہ ہے نہ وہ ہے نہ میں ہوں نہ تو ہے

ہزاروں تصور اور اک آرزو ہے

نہ امید جھوٹی نہ کچھ یاس سچی

نہیں جو کہیں بھی وہی چار سو ہے

کسے ڈھونڈھتے ہیں یہی ڈھونڈھتے ہیں

یہی جستجو ہے اگر جستجو ہے

جگائے گا کس طرح شور قیامت

خموشی سے ناچار ہر گفتگو ہے

خودی بھی ہماری خدائی سہی

وہی ہم نشیں ہے وہی دو بہ دو ہے

مگر دشنہ تھا سایۂ زلف ساقی

کہ جو زخم ہے ساغر مشک بو ہے

قلق میرٹھی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Ho Aarzu Kuchh Yahi Aarzu Hai

Qalaq Merathi

na ho aarzu kuchh yahi aarzu hai
faqat main hi main hun to phir tu hi tu hai

na ye hai na wo hai na main hun na tu hai
hazaron tasawwur aur ek aarzu hai

na ummid jhuTi na kuchh yas sachchi
nahin jo kahin bhi wahi chaar-su hai

kise DhunDhte hain yahi DhunDhte hain
yahi justuju hai agar justuju hai

jagaega kis tarah shor-e-qayamat
KHamoshi se na-chaar har guftugu hai

KHudi bhi hamari KHudai sahi
wahi ham-nashin hai wahi du-ba-du hai

magar dashna tha saya-e-zulf-e-saqi
ki jo zaKHm hai saghar-e-mushk-bu hai

(296) ووٹ وصول ہوئے

You can read Na Ho Aarzu Kuchh Yahi Aarzu Hai written by Qalaq Merathi at UrduPoint. Na Ho Aarzu Kuchh Yahi Aarzu Hai is one of the masterpieces written by Qalaq Merathi. You can also find the complete poetry collection of Qalaq Merathi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qalaq Merathi' above.

Na Ho Aarzu Kuchh Yahi Aarzu Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Ho Aarzu Kuchh Yahi Aarzu Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.