Jina Hai Sab Ke Sath Ki Insan Main Bhi Hun, Urdu Ghazal By Qamar Iqbal

Jina Hai Sab Ke Sath Ki Insan Main Bhi Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qamar Iqbal. Jina Hai Sab Ke Sath Ki Insan Main Bhi Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jina Hai Sab Ke Sath Ki Insan Main Bhi Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جینا ہے سب کے ساتھ کہ انسان میں بھی ہوں

قمر اقبال

جینا ہے سب کے ساتھ کہ انسان میں بھی ہوں

چہرے بدل بدل کے پریشان میں بھی ہوں

جھونکا ہوا کا چپکے سے کانوں میں کہہ گیا

اک کانپتے دیے کا نگہبان میں بھی ہوں

انکار اب تجھے بھی ہے میری شناخت سے

لیکن نہ بھول یہ تری پہچان میں بھی ہوں

آنکھوں میں منظروں کو جب آباد کر لیا

دل نے کیا یہ طنز کہ ویران میں بھی ہوں

اپنے سوا کسی سے نہیں دشمنی قمرؔ

ہر لمحہ خود سے دست و گریبان میں بھی ہوں

قمر اقبال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jina Hai Sab Ke Sath Ki Insan Main Bhi Hun

Qamar Iqbal

jina hai sab ke sath ki insan main bhi hun
chehre badal badal ke pareshan main bhi hun

jhonka hawa ka chupke se kanon mein kah gaya
ek kanpte diye ka nigahban main bhi hun

inkar ab tujhe bhi hai meri shanaKHt se
lekin na bhul ye teri pahchan main bhi hun

aankhon mein manzaron ko jab aabaad kar liya
dil ne kiya ye tanz ki viran main bhi hun

apne siwa kisi se nahin dushmani 'qamar'
har lamha KHud se dast o gareban main bhi hun

(523) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jina Hai Sab Ke Sath Ki Insan Main Bhi Hun written by Qamar Iqbal at UrduPoint. Jina Hai Sab Ke Sath Ki Insan Main Bhi Hun is one of the masterpieces written by Qamar Iqbal. You can also find the complete poetry collection of Qamar Iqbal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qamar Iqbal' above.

Jina Hai Sab Ke Sath Ki Insan Main Bhi Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jina Hai Sab Ke Sath Ki Insan Main Bhi Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.