Aankhon Mein Ek KHwab Tha Wo Bhi Pighal Gaya, Urdu Ghazal By Qamar Suroor

Aankhon Mein Ek KHwab Tha Wo Bhi Pighal Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qamar Suroor. Aankhon Mein Ek KHwab Tha Wo Bhi Pighal Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aankhon Mein Ek KHwab Tha Wo Bhi Pighal Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنکھوں میں ایک خواب تھا وہ بھی پگھل گیا

قمر سرور

آنکھوں میں ایک خواب تھا وہ بھی پگھل گیا

تم کیا گئے کہ شہر کا موسم بدل گیا

جلتا رہا ہواؤں کے آگے مرا چراغ

اک سانحہ تھا ماں کی دعاؤں سے ٹل گیا

کیا ضبط غم کی آگ ہے مجھ میں لگی ہوئی

میرے قریب سے جو گیا وہ بھی جل گیا

چپ چاپ تھے تو کوئی ہمیں پوچھتا نہ تھا

آندھی کا زور دیکھ کے دریا سنبھل گیا

اب سوچنے کے واسطے کچھ بھی نہیں رہا

اس کا خیال جو مرے دل سے نکل گیا

ہم اپنی بات کہہ نہ سکے اے قمر سرورؔ

جو ماجرا تھا درد کا اشکوں میں ڈھل گیا

قمر سرور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aankhon Mein Ek KHwab Tha Wo Bhi Pighal Gaya

Qamar Suroor

aankhon mein ek KHwab tha wo bhi pighal gaya
tum kya gae ki shahr ka mausam badal gaya

jalta raha hawaon ke aage mera charagh
ek saneha tha man ki duaon se Tal gaya

kya zabt-e-gham ki aag hai mujh mein lagi hui
mere qarib se jo gaya wo bhi jal gaya

chup-chap the to koi hamein puchhta na tha
aandhi ka zor dekh ke dariya sanbhal gaya

ab sochne ke waste kuchh bhi nahin raha
us ka KHayal jo mere dil se nikal gaya

hum apni baat kah na sake ai ‘qamar-surur'
jo majra tha dard ka ashkon mein Dhal gaya

(567) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aankhon Mein Ek KHwab Tha Wo Bhi Pighal Gaya written by Qamar Suroor at UrduPoint. Aankhon Mein Ek KHwab Tha Wo Bhi Pighal Gaya is one of the masterpieces written by Qamar Suroor. You can also find the complete poetry collection of Qamar Suroor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qamar Suroor' above.

Aankhon Mein Ek KHwab Tha Wo Bhi Pighal Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aankhon Mein Ek KHwab Tha Wo Bhi Pighal Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.