Bahaar Aai Hai Rang-e-qayas Taza Liye, Urdu Ghazal By Qurban Aatish

Bahaar Aai Hai Rang-e-qayas Taza Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qurban Aatish. Bahaar Aai Hai Rang-e-qayas Taza Liye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bahaar Aai Hai Rang-e-qayas Taza Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بہار آئی ہے رنگ قیاس تازہ لیے

قربان آتش

بہار آئی ہے رنگ قیاس تازہ لیے

شجر شجر کے بدن پر لباس تازہ لیے

ہماری سمت کسی نے پلٹ کے دیکھا نہیں

تمام پھرتے رہے لب پہ پیاس تازہ لیے

کوئی ملا نہ خریدار ہم کو شام تلک

بھٹک رہے ہیں لہو کا گلاس تازہ لیے

گلوں کی خیر نہیں اب کسی طرح شاید

خزاں کا قافلہ نکلا ہے آس تازہ لیے

نہ جانے کون سی دنیا میں کھویا رہتا ہے

ابھی تو آیا ہے ہوش و حواس تازہ لیے

یہ تو کسی کو پتہ ہی نہیں چلا آتشؔ

کہاں سے آئی ہوا سبز گھاس تازہ لیے

قربان آتش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bahaar Aai Hai Rang-e-qayas Taza Liye

Qurban Aatish

bahaar aai hai rang-e-qayas taza liye
shajar shajar ke badan par libas taza liye

hamari samt kisi ne palaT ke dekha nahin
tamam phirte rahe lab pe pyas taza liye

koi mila na KHaridar hum ko sham talak
bhaTak rahe hain lahu ka gilas taza liye

gulon ki KHair nahin ab kisi tarah shayad
KHizan ka qafila nikla hai aas taza liye

na jaane kaun si duniya mein khoya rahta hai
abhi to aaya hai hosh-o-hawas taza liye

ye to kisi ko pata hi nahin chala 'atish'
kahan se aai hawa sabz ghas taza liye

(400) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bahaar Aai Hai Rang-e-qayas Taza Liye written by Qurban Aatish at UrduPoint. Bahaar Aai Hai Rang-e-qayas Taza Liye is one of the masterpieces written by Qurban Aatish. You can also find the complete poetry collection of Qurban Aatish by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qurban Aatish' above.

Bahaar Aai Hai Rang-e-qayas Taza Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bahaar Aai Hai Rang-e-qayas Taza Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.