Ye Hadisa Hai Magar Us Taraf Hua Bhi Nahin, Urdu Ghazal By R P Shokh

Ye Hadisa Hai Magar Us Taraf Hua Bhi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, R P Shokh. Ye Hadisa Hai Magar Us Taraf Hua Bhi Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Hadisa Hai Magar Us Taraf Hua Bhi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ حادثہ ہے مگر اس طرف ہوا بھی نہیں

آر پی شوخ

یہ حادثہ ہے مگر اس طرف ہوا بھی نہیں

جدا ہوا بھی تو اس سے جو جانتا بھی نہیں

کبھی تو سوچ تجھے کتنا سوچتا ہوگا

وہ غم زدہ جو تری سمت دیکھتا بھی نہیں

یہ دل نے روٹھ کے کن مشکلوں میں ڈال دیا

اسی کو چاہنا اور اس سے بولنا بھی نہیں

ہمیں تو نیند میں سپنوں کی بھی مناہی ہے

دریچے بند بھی رکھنے ہیں جھانکنا بھی نہیں

نگہ کا گھر سے نکلنا تھا جرم پہلے ہی

اور اب یہ حکم ہوا ہے کہ سوچنا بھی نہیں

آر پی شوخ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Hadisa Hai Magar Us Taraf Hua Bhi Nahin

R P Shokh

ye hadisa hai magar us taraf hua bhi nahin
juda hua bhi to us se jo jaanta bhi nahin

kabhi to soch tujhe kitna sochta hoga
wo gham-zada jo teri samt dekhta bhi nahin

ye dil ne ruTh ke kin mushkilon mein Dal diya
usi ko chahna aur us se bolna bhi nahin

hamein to nind mein sapnon ki bhi manahi hai
dariche band bhi rakhne hain jhankna bhi nahin

nigah ka ghar se nikalna tha jurm pahle hi
aur ab ye hukm hua hai ki sochna bhi nahin

(361) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Hadisa Hai Magar Us Taraf Hua Bhi Nahin written by R P Shokh at UrduPoint. Ye Hadisa Hai Magar Us Taraf Hua Bhi Nahin is one of the masterpieces written by R P Shokh. You can also find the complete poetry collection of R P Shokh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of R P Shokh' above.

Ye Hadisa Hai Magar Us Taraf Hua Bhi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Hadisa Hai Magar Us Taraf Hua Bhi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.