Baat Aisi Bhi Kya Hui Mujhse, Urdu Ghazal By Rahat Sultana

Baat Aisi Bhi Kya Hui Mujhse is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rahat Sultana. Baat Aisi Bhi Kya Hui Mujhse comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Baat Aisi Bhi Kya Hui Mujhse on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بات ایسی بھی کیا ہوئی مجھ سے

راحت سلطانہ

بات ایسی بھی کیا ہوئی مجھ سے

دل نے جو لی خبر مری مجھ سے

ایک مدت سے بات کر نہ سکی

وہ ملا بھی تو سرسری مجھ سے

ہر گھڑی نام اس کا لیتی ہوں

بس یہ عادت نہیں گئی مجھ سے

راہ حق جس کو میں نے دکھلائی

اس کی دنیا سنور گئی مجھ سے

یہ دعا ہے کبھی خفا نہ ہوں

میرا رب اور مرے نبی مجھ سے

فکر عقبیٰ بھی کیجئے راحتؔ

دل یہ کہتا ہے ہر گھڑی مجھ سے

راحت سلطانہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Baat Aisi Bhi Kya Hui Mujhse

Rahat Sultana

baat aisi bhi kya hui mujh se
dil ne jo li KHabar meri mujh se

ek muddat se baat kar na saki
wo mila bhi to sarsari mujh se

har ghaDi nam us ka leti hun
bas ye aadat nahin gai mujh se

rah-e-haq jis ko main ne dikhlai
us ki duniya sanwar gai mujh se

ye dua hai kabhi KHafa na hon
mera rab aur mere nabi mujh se

fikr-e-uqba bhi kijiye 'rahat'
dil ye kahta hai har ghaDi mujh se

(456) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Baat Aisi Bhi Kya Hui Mujhse written by Rahat Sultana at UrduPoint. Baat Aisi Bhi Kya Hui Mujhse is one of the masterpieces written by Rahat Sultana. You can also find the complete poetry collection of Rahat Sultana by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rahat Sultana' above.

Baat Aisi Bhi Kya Hui Mujhse is a widely read Urdu Ghazal. If you like Baat Aisi Bhi Kya Hui Mujhse, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.