Zist Mein Ab Bahaar Aai Hai, Urdu Ghazal By Rahbar Jadeed

Zist Mein Ab Bahaar Aai Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rahbar Jadeed. Zist Mein Ab Bahaar Aai Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zist Mein Ab Bahaar Aai Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زیست میں اب بہار آئی ہے

رہبر جدید

زیست میں اب بہار آئی ہے

لے کے دل کا قرار آئی ہے

کیوں نہ نازاں ہو اس پہ باد صبا

صحن گلشن سنوار آئی ہے

دن بھی گزرا ہے سوگواری میں

رات بھی سوگوار آئی ہے

دل کی دنیا لٹا کے الفت میں

زندگی با وقار آئی ہے

کیوں لئے جا رہے ہو زنداں میں

کیا چمن میں بہار آئی ہے

تلخی زیست بڑھ گئی رہبرؔ

زندگی میں بہار آئی ہے

رہبر جدید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zist Mein Ab Bahaar Aai Hai

Rahbar Jadeed

zist mein ab bahaar aai hai
le ke dil ka qarar aai hai

kyon na nazan ho is pe baad-e-saba
sehn-e-gulshan sanwar aai hai

din bhi guzra hai sogwari mein
raat bhi sogwar aai hai

dil ki duniya luTa ke ulfat mein
zindagi ba-waqar aai hai

kyon liye ja rahe ho zindan mein
kya chaman mein bahaar aai hai

talKHi-e-zist baDh gai 'rahbar'
zindagi mein bahaar aai hai

(555) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zist Mein Ab Bahaar Aai Hai written by Rahbar Jadeed at UrduPoint. Zist Mein Ab Bahaar Aai Hai is one of the masterpieces written by Rahbar Jadeed. You can also find the complete poetry collection of Rahbar Jadeed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rahbar Jadeed' above.

Zist Mein Ab Bahaar Aai Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zist Mein Ab Bahaar Aai Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.