Dilon Ki Rah Par AaKHir Ghubar Sa Kyun Hai, Urdu Ghazal By Rahi Masoom Raza

Dilon Ki Rah Par AaKHir Ghubar Sa Kyun Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rahi Masoom Raza. Dilon Ki Rah Par AaKHir Ghubar Sa Kyun Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dilon Ki Rah Par AaKHir Ghubar Sa Kyun Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دلوں کی راہ پر آخر غبار سا کیوں ہے

راہی معصوم رضا

دلوں کی راہ پر آخر غبار سا کیوں ہے

تھکا تھکا مری منزل کا راستا کیوں ہے

سوال کر دیا تشنہ لبی نے ساغر سے

مری طلب سے ترا اتنا فاصلہ کیوں ہے

جو دور دور نہیں کوئی دل کی راہوں پر

تو اس مریض میں جینے کا حوصلہ کیوں ہے

کہانیوں کی گزر گاہ پر بھی نیند نہیں

یہ رات کیسی ہے یہ درد جاگتا کیوں ہے

اگر تبسم غنچہ کی بات اڑی تھی یوں ہی

ہزار رنگ میں ڈوبی ہوئی ہوا کیوں ہے

راہی معصوم رضا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dilon Ki Rah Par AaKHir Ghubar Sa Kyun Hai

Rahi Masoom Raza

dilon ki rah par aaKHir ghubar sa kyun hai
thaka thaka meri manzil ka rasta kyun hai

sawal kar diya tishna-labi ne saghar se
meri talab se tera itna fasla kyun hai

jo dur dur nahin koi dil ki rahon par
tu is mariz mein jine ka hausla kyun hai

kahaniyon ki guzargah par bhi nind nahin
ye raat kaisi hai ye dard jagta kyun hai

agar tabassum-e-ghuncha ki baat uDi thi yunhi
hazar rang mein Dubi hui hawa kyun hai

(533) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dilon Ki Rah Par AaKHir Ghubar Sa Kyun Hai written by Rahi Masoom Raza at UrduPoint. Dilon Ki Rah Par AaKHir Ghubar Sa Kyun Hai is one of the masterpieces written by Rahi Masoom Raza. You can also find the complete poetry collection of Rahi Masoom Raza by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rahi Masoom Raza' above.

Dilon Ki Rah Par AaKHir Ghubar Sa Kyun Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dilon Ki Rah Par AaKHir Ghubar Sa Kyun Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.