Khone Ki Baat Aur Na Pane Ki Baat Hai, Urdu Ghazal By Rais Siddiqui

Khone Ki Baat Aur Na Pane Ki Baat Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rais Siddiqui. Khone Ki Baat Aur Na Pane Ki Baat Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Khone Ki Baat Aur Na Pane Ki Baat Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کھونے کی بات اور نہ پانے کی بات ہے

رئیس صدیقی

کھونے کی بات اور نہ پانے کی بات ہے

بس زندگی کا ساتھ نبھانے کی بات ہے

نفرت کی آندھیوں سے نہ حل ہوگا مسئلہ

جو آگ لگ چکی ہے بجھانے کی بات ہے

اس کا حقیقتوں سے نہیں کوئی واسطہ

سچ بات اب تو صرف فسانے کی بات

تم مسکرا بھی سکتے نہیں کیا مرے لیے

یہ تو کسی کے کام نہ آنے کی بات ہے

ہم نے خیال میں بھی نہ رکھی کبھی رئیسؔ

وہ بات جو کسی کو ستانے کی بات ہے

رئیس صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Khone Ki Baat Aur Na Pane Ki Baat Hai

Rais Siddiqui

khone ki baat aur na pane ki baat hai
bas zindagi ka sath nibhane ki baat hai

nafrat ki aandhiyon se na hal hoga masala
jo aag lag chuki hai bujhane ki baat hai

us ka haqiqaton se nahin koi wasta
sach baat ab to sirf fasane ki baat

tum muskura bhi sakte nahin kya mere liye
ye to kisi ke kaam na aane ki baat hai

hum ne KHayal mein bhi na rakkhi kabhi 'rais'
wo baat jo kisi ko satane ki baat hai

(544) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Khone Ki Baat Aur Na Pane Ki Baat Hai written by Rais Siddiqui at UrduPoint. Khone Ki Baat Aur Na Pane Ki Baat Hai is one of the masterpieces written by Rais Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Rais Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rais Siddiqui' above.

Khone Ki Baat Aur Na Pane Ki Baat Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Khone Ki Baat Aur Na Pane Ki Baat Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.