Kya Ghazab Hai Ki Chaar Aankhon Mein, Urdu Ghazal By Rajab Ali Beg Suroor

Kya Ghazab Hai Ki Chaar Aankhon Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rajab Ali Beg Suroor. Kya Ghazab Hai Ki Chaar Aankhon Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kya Ghazab Hai Ki Chaar Aankhon Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیا غضب ہے کہ چار آنکھوں میں

رجب علی بیگ سرور

کیا غضب ہے کہ چار آنکھوں میں

دل چراتا ہے یار آنکھوں میں

چشم کیفی کے سرخ ڈوروں سے

چھا رہی ہے بہار آنکھوں میں

گر پڑا طفل اشک یہ مچلا

میں نے روکا ہزار آنکھوں میں

نہیں اٹھتی پلک نزاکت سے

سرمہ ہوتا ہے بار آنکھوں میں

اتنی چھانی ہے خاک تیرے لیے

چھا رہا ہے غبار آنکھوں میں

جب سے اپنا لقب ہوا ہے سرورؔ

روز و شب ہے خمار آنکھوں میں

رجب علی بیگ سرور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kya Ghazab Hai Ki Chaar Aankhon Mein

Rajab Ali Beg Suroor

kya ghazab hai ki chaar aankhon mein
dil churaata hai yar aankhon mein

chashm-e-kaifi ke surKH Doron se
chha rahi hai bahaar aankhon mein

gir paDa tifl-e-ashk ye machla
main ne roka hazar aankhon mein

nahin uThti palak nazakat se
surma hota hai bar aankhon mein

itni chhani hai KHak tere liye
chha raha hai ghubar aankhon mein

jab se apna laqab hua hai 'surur'
roz o shab hai KHumar aankhon mein

(441) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kya Ghazab Hai Ki Chaar Aankhon Mein written by Rajab Ali Beg Suroor at UrduPoint. Kya Ghazab Hai Ki Chaar Aankhon Mein is one of the masterpieces written by Rajab Ali Beg Suroor. You can also find the complete poetry collection of Rajab Ali Beg Suroor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rajab Ali Beg Suroor' above.

Kya Ghazab Hai Ki Chaar Aankhon Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kya Ghazab Hai Ki Chaar Aankhon Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.