Dil Dukhane Ki Baat Karte Ho, Urdu Ghazal By Rajesh Kumar Auj

Dil Dukhane Ki Baat Karte Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rajesh Kumar Auj. Dil Dukhane Ki Baat Karte Ho comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Dil Dukhane Ki Baat Karte Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل دکھانے کی بات کرتے ہو

راجیش کمار اوج

دل دکھانے کی بات کرتے ہو

آ کے جانے کی بات کرتے ہو

میں اسیر قفس ہوں کیوں مجھ سے

آشیانے کی بات کرتے ہو

چمن اپنا تھا آشیاں اپنا

کس زمانے کی بات کرتے ہو

بات کرتے ہو غیر سے ہنس کر

اف رلانے کی بات کرتے ہو

دل کی حالت عجیب ہوتی ہے

جب بھی جانے کی بات کرتے ہو

اوجؔ کیوں دل کو دے رہے ہو فریب

ان کے آنے کی بات کرتے ہو

راجیش کمار اوج

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Dukhane Ki Baat Karte Ho

Rajesh Kumar Auj

dil dukhane ki baat karte ho
aa ke jaane ki baat karte ho

main asir-e-qafas hun kyon mujh se
aashiyane ki baat karte ho

chaman apna tha aashiyan apna
kis zamane ki baat karte ho

baat karte ho ghair se hans kar
uf rulane ki baat karte ho

dil ki haalat ajib hoti hai
jab bhi jaane ki baat karte ho

'auj' kyon dil ko de rahe ho fareb
un ke aane ki baat karte ho

(1404) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Dukhane Ki Baat Karte Ho written by Rajesh Kumar Auj at UrduPoint. Dil Dukhane Ki Baat Karte Ho is one of the masterpieces written by Rajesh Kumar Auj. You can also find the complete poetry collection of Rajesh Kumar Auj by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rajesh Kumar Auj' above.

Dil Dukhane Ki Baat Karte Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Dukhane Ki Baat Karte Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.