Idhar Ki Aaegi Ek Rau Udhar Ki Aaegi, Urdu Ghazal By Rajinder Manchanda Bani

Idhar Ki Aaegi Ek Rau Udhar Ki Aaegi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rajinder Manchanda Bani. Idhar Ki Aaegi Ek Rau Udhar Ki Aaegi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Idhar Ki Aaegi Ek Rau Udhar Ki Aaegi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ادھر کی آئے گی اک رو ادھر کی آئے گی

راجیندر منچندا بانی

ادھر کی آئے گی اک رو ادھر کی آئے گی

کہ میرے ساتھ تو مٹی سفر کی آئے گی

ڈھلے گی شام جہاں کچھ نظر نہ آئے گا

پھر اس کے بعد بہت یاد گھر کی آئے گی

نہ کوئی جا کے اسے دکھ مرے سنائے گا

نہ کام دوستی اب شہر بھر کی آئے گی

ابھی بلند رکھو یارو آخری مشعل

ادھر تو پہلی کرن کیا سحر کی آئے گی

کچھ اور موڑ گزرنے کی دیر ہے بانی

صدا نہ گرد کسی ہم سفر کی آئے گی

راجیندر منچندا بانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Idhar Ki Aaegi Ek Rau Udhar Ki Aaegi

Rajinder Manchanda Bani

idhar ki aaegi ek rau udhar ki aaegi
ki mere sath to miTTi safar ki aaegi

Dhalegi sham jahan kuchh nazar na aaega
phir is ke baad bahut yaad ghar ki aaegi

na koi ja ke use dukh mere sunaega
na kaam dosti ab shahr bhar ki aaegi

abhi buland rakho yaro aaKHiri mashal
idhar to pahli kiran kya sahar ki aaegi

kuchh aur moD guzarne ki der hai bani
sada na gard kisi ham-safar ki aaegi

(379) ووٹ وصول ہوئے

You can read Idhar Ki Aaegi Ek Rau Udhar Ki Aaegi written by Rajinder Manchanda Bani at UrduPoint. Idhar Ki Aaegi Ek Rau Udhar Ki Aaegi is one of the masterpieces written by Rajinder Manchanda Bani. You can also find the complete poetry collection of Rajinder Manchanda Bani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rajinder Manchanda Bani' above.

Idhar Ki Aaegi Ek Rau Udhar Ki Aaegi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Idhar Ki Aaegi Ek Rau Udhar Ki Aaegi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.