Virane Ko Ghar Karte Hain, Urdu Ghazal By Rakesh Toofan

Virane Ko Ghar Karte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rakesh Toofan. Virane Ko Ghar Karte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Virane Ko Ghar Karte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ویرانے کو گھر کرتے ہیں

راکیش طوفان

ویرانے کو گھر کرتے ہیں

ایسا ہم اکثر کرتے ہیں

خوابوں کے کچھ گل بوٹوں سے

صحرا کو ہم گھر کرتے ہیں

خود کو بہتر کرتے کرتے

دنیا کو بد تر کرتے ہیں

دنیا سے لڑنے کی خاطر

خود کو ہم خنجر کرتے ہیں

اک مدت سے جانے کیوں ہم

گھر کو بھی دفتر کرتے ہیں

گھر میں وہ گر آ جائے تو

ہم اندر باہر کرتے ہیں

کوئی پوچھے حال دل تو

آنکھوں کو ہم تر کرتے ہیں

راکیش طوفان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Virane Ko Ghar Karte Hain

Rakesh Toofan

virane ko ghar karte hain
aisa hum aksar karte hain

KHwabon ke kuchh gul-buTon se
sahra ko hum ghar karte hain

KHud ko behtar karte karte
duniya ko bad-tar karte hain

duniya se laDne ki KHatir
KHud ko hum KHanjar karte hain

ek muddat se jaane kyon hum
ghar ko bhi daftar karte hain

ghar mein wo gar aa jae to
hum andar bahar karte hain

koi puchhe haal-e-dil to
aankhon ko hum tar karte hain

(524) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Virane Ko Ghar Karte Hain written by Rakesh Toofan at UrduPoint. Virane Ko Ghar Karte Hain is one of the masterpieces written by Rakesh Toofan. You can also find the complete poetry collection of Rakesh Toofan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rakesh Toofan' above.

Virane Ko Ghar Karte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Virane Ko Ghar Karte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.