Jis Taraf Bhi Dekhti Hun Ek Hi Taswir Hai, Urdu Ghazal By Rakhshan Hashmi

Jis Taraf Bhi Dekhti Hun Ek Hi Taswir Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rakhshan Hashmi. Jis Taraf Bhi Dekhti Hun Ek Hi Taswir Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jis Taraf Bhi Dekhti Hun Ek Hi Taswir Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جس طرف بھی دیکھتی ہوں ایک ہی تصویر ہے

رخشاں ہاشمی

جس طرف بھی دیکھتی ہوں ایک ہی تصویر ہے

اے خدا کیا وہ مری قسمت میں بھی تحریر ہے

اس ہتھیلی پہ محبت کی لکیریں ہیں بہت

ہاں مگر زنجیر میں الجھا خط تقدیر ہے

میرے رستے میں کھڑی ہے چین کی دیوار سی

اس طرف ہیں خواب میرے اس طرف تعبیر ہے

جانے کیوں منہدی رچا رکھی ہے میرے ویر نے

جانے کیوں ہم لڑکیوں کے پاؤں میں زنجیر ہے

ہم تو کرتے تھے محبت بھی عبادت کی طرح

اب کھلا رخشاںؔ محبت قابل تعزیر ہے

رخشاں ہاشمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jis Taraf Bhi Dekhti Hun Ek Hi Taswir Hai

Rakhshan Hashmi

jis taraf bhi dekhti hun ek hi taswir hai
ai KHuda kya wo meri qismat mein bhi tahrir hai

is hatheli pe mohabbat ki lakiren hain bahut
han magar zanjir mein uljha KHat-e-taqdir hai

mere raste mein khaDi hai chin ki diwar si
is taraf hain KHwab mere us taraf tabir hai

jaane kyun meinhdi racha rakkhi hai mere wir ne
jaane kyun hum laDkiyon ke panw mein zanjir hai

hum to karte the mohabbat bhi ibaadat ki tarah
ab khula 'raKHshan' mohabbat qabil-e-tazir hai

(503) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jis Taraf Bhi Dekhti Hun Ek Hi Taswir Hai written by Rakhshan Hashmi at UrduPoint. Jis Taraf Bhi Dekhti Hun Ek Hi Taswir Hai is one of the masterpieces written by Rakhshan Hashmi. You can also find the complete poetry collection of Rakhshan Hashmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rakhshan Hashmi' above.

Jis Taraf Bhi Dekhti Hun Ek Hi Taswir Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jis Taraf Bhi Dekhti Hun Ek Hi Taswir Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.