Aib Jo Mujh Mein Hain Mere Hain Hunar Tera Hai, Urdu Ghazal By Ramz Azimabadi

Aib Jo Mujh Mein Hain Mere Hain Hunar Tera Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ramz Azimabadi. Aib Jo Mujh Mein Hain Mere Hain Hunar Tera Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aib Jo Mujh Mein Hain Mere Hain Hunar Tera Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عیب جو مجھ میں ہیں میرے ہیں ہنر تیرا ہے

رمز عظیم آبادی

عیب جو مجھ میں ہیں میرے ہیں ہنر تیرا ہے

میں مسافر ہوں مگر زاد سفر تیرا ہے

تیشہ دے دے مرے ہاتھوں میں تو ثابت کر دوں

سینۂ سنگ میں خوابیدہ شرر تیرا ہے

تو یہ کہتا ہے سمندر ہے قلمرو میں مری

میں یہ کہتا ہوں کہ موجوں میں اثر تیرا ہے

تو نے روشن کئے ہر طاق پہ فرقت کے چراغ

جس میں تنہائیاں رہتی ہیں وہ گھر تیرا ہے

سنگ ریزے تو برستے ہیں مرے آنگن میں

جس کا ہر پھل ہے رسیلا وہ شجر تیرا ہے

میں تو ہوں سنگ ہدایت کی طرح استادہ

ہاں مگر ضابطۂ راہ گزر تیرا ہے

لاکھ بے مایہ ہوں اتنا بھی تہی دست نہیں

میری آنکھوں کے صدف میں یہ گہر تیرا ہے

مجھ کو تنہائی سے رغبت تجھے ہنگاموں سے پیار

ظلمت شب ہے مری نور سحر تیرا ہے

ڈوبتے ہیں جو سفینے یہ خطا کس کی ہے

تہہ نشیں موج مری ہے تو بھنور تیرا ہے

رمزؔ ہر تہمت نا کردہ سے منسوب سہی

یہ مگر سوچ لے اس میں بھی ضرر تیرا ہے

رمز عظیم آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aib Jo Mujh Mein Hain Mere Hain Hunar Tera Hai

Ramz Azimabadi

aib jo mujh mein hain mere hain hunar tera hai
main musafir hun magar zad-e-safar tera hai

tesha de de mere hathon mein to sabit kar dun
sina-e-sang mein KHwabida-sharar tera hai

tu ye kahta hai samundar hai qalam-rau mein meri
main ye kahta hun ki maujon mein asar tera hai

tu ne raushan kiye har taq pe furqat ke charagh
jis mein tanhaiyan rahti hain wo ghar tera hai

sang-reze to baraste hain mere aangan mein
jis ka har phal hai rasila wo shajar tera hai

main to hun sang-e-hidayat ki tarah istada
han magar zabta-e-rahguzar tera hai

lakh be-maya hun itna bhi tahi-dast nahin
meri aankhon ke sadaf mein ye guhar tera hai

mujh ko tanhai se raghbat tujhe hangamon se pyar
zulmat-e-shab hai meri nur-e-sahar tera hai

Dubte hain jo safine ye KHata kis ki hai
tah-nashin mauj meri hai to bhanwar tera hai

'ramz' har tohmat-e-na-karda se mansub sahi
ye magar soch le us mein bhi zarar tera hai

(859) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aib Jo Mujh Mein Hain Mere Hain Hunar Tera Hai written by Ramz Azimabadi at UrduPoint. Aib Jo Mujh Mein Hain Mere Hain Hunar Tera Hai is one of the masterpieces written by Ramz Azimabadi. You can also find the complete poetry collection of Ramz Azimabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ramz Azimabadi' above.

Aib Jo Mujh Mein Hain Mere Hain Hunar Tera Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aib Jo Mujh Mein Hain Mere Hain Hunar Tera Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.