Kuchh Roz Abhi Hum Zinda Hain, Urdu Nazam By Rasheed Afroz

Kuchh Roz Abhi Hum Zinda Hain is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Rasheed Afroz. Kuchh Roz Abhi Hum Zinda Hain comes under the Sad category of Urdu Nazam. You can read Kuchh Roz Abhi Hum Zinda Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ روز ابھی ہم زندہ ہیں

رشید افروز

کچھ روز ابھی ہم زندہ ہیں

کچھ روز اصولوں کی خاطر

ہم دنیا سے لڑ سکتے ہیں

پھر وقت کے ساتھ ہر شے میں

تبدیلی آ جاتی ہے

پتھر پر سبزہ اگتا ہے

بالوں میں چاندی پکتی ہے

غصہ کم ہو جاتا ہے

بستی کے مہذب لوگوں میں

ہم سنجیدہ کہلاتے ہیں

رشید افروز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh Roz Abhi Hum Zinda Hain

Rasheed Afroz

kuchh roz abhi hum zinda hain
kuchh roz usulon ki KHatir
hum duniya se laD sakte hain
phir waqt ke sath har shai mein
tabdili aa jati hai
patthar par sabza ugta hai
baalon mein chandi pakti hai
ghussa kam ho jata hai
basti ke mohazzab logon mein
hum sanjida kahlate hain

(827) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kuchh Roz Abhi Hum Zinda Hain written by Rasheed Afroz at UrduPoint. Kuchh Roz Abhi Hum Zinda Hain is one of the masterpieces written by Rasheed Afroz. You can also find the complete poetry collection of Rasheed Afroz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rasheed Afroz' above.

Kuchh Roz Abhi Hum Zinda Hain is a widely read Urdu Nazam. If you like Kuchh Roz Abhi Hum Zinda Hain, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.