SurKH Ho Jata Hai Munh Meri Nazar Ke Bojh Se, Urdu Ghazal By Rasheed Lakhnavi

SurKH Ho Jata Hai Munh Meri Nazar Ke Bojh Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rasheed Lakhnavi. SurKH Ho Jata Hai Munh Meri Nazar Ke Bojh Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read SurKH Ho Jata Hai Munh Meri Nazar Ke Bojh Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سرخ ہو جاتا ہے منہ میری نظر کے بوجھ سے

رشید لکھنوی

سرخ ہو جاتا ہے منہ میری نظر کے بوجھ سے

کیا بنے گی زیور گلہائے تر کے بوجھ سے

یوں ہوئے ہیں خاک بعد دفن تیرے ناتواں

پس گئے ہیں چادر گلہائے تر کے بوجھ سے

شرم گو کم ہو گئی پر نازکی کو کیا کریں

اب جھکے جاتے ہیں خود اپنی نظر کے کے بوجھ سے

اف ری تیری ناتوانی لاغری اللہ رے ضعف

ایک ہی کروٹ سے ہوں داغ جگر کے بوجھ سے

ہلتے ہیں ابرو ترے بار گل رخسار سے

جس طرح شاخیں لچکتی ہیں ثمر کے بوجھ سے

دل سے آہیں چل چکی ہیں ہو گیا ممکن وصال

اب لبوں تک آ نہیں سکتیں اثر کے بوجھ سے

یاس و حسرت سے یہ بلبل کی گرانباری ہوئی

لاکھ من کا ہے قفس اک مشت پر کے بوجھ سے

جامۂ اصلی بہت کہنہ ہوا ہے اے رشیدؔ

چاک ہو جائے نہ اشک چشم تر کے بوجھ سے

رشید لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

SurKH Ho Jata Hai Munh Meri Nazar Ke Bojh Se

Rasheed Lakhnavi

surKH ho jata hai munh meri nazar ke bojh se
kya banegi zewar-e-gul-ha-e-tar ke bojh se

yun hue hain KHak baad-e-dafn tere na-tawan
pis gae hain chadar-e-gul-ha-e-tar ke bojh se

sharm go kam ho gai par nazuki ko kya karen
ab jhuke jate hain KHud apni nazar ke ke bojh se

uf ri teri na-tawani laghari allah re zoaf
ek hi karwaT se hun dagh-e-jigar ke bojh se

hilte hain abru tere bar-e-gul-e-ruKHsar se
jis tarah shaKHen lachakti hain samar ke bojh se

dil se aahen chal chuki hain ho gaya mumkin visal
ab labon tak aa nahin saktin asar ke bojh se

yas-o-hasrat se ye bulbul ki giranbari hui
lakh man ka hai qafas ek musht-e-par ke bojh se

jama-e-asli bahut kohna hua hai ai 'rashid'
chaak ho jae na ashk-e-chashm-e-tar ke bojh se

(506) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read SurKH Ho Jata Hai Munh Meri Nazar Ke Bojh Se written by Rasheed Lakhnavi at UrduPoint. SurKH Ho Jata Hai Munh Meri Nazar Ke Bojh Se is one of the masterpieces written by Rasheed Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Rasheed Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rasheed Lakhnavi' above.

SurKH Ho Jata Hai Munh Meri Nazar Ke Bojh Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like SurKH Ho Jata Hai Munh Meri Nazar Ke Bojh Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.