Mere Qalam Ka Agar Sar Kabhi Qalam Hoga, Urdu Ghazal By Rasheeda Ayan

Mere Qalam Ka Agar Sar Kabhi Qalam Hoga is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rasheeda Ayan. Mere Qalam Ka Agar Sar Kabhi Qalam Hoga comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Qalam Ka Agar Sar Kabhi Qalam Hoga on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مرے قلم کا اگر سر کبھی قلم ہوگا

رشیدہ عیاں

مرے قلم کا اگر سر کبھی قلم ہوگا

نیا فسانۂ درد و الم رقم ہوگا

یہ مانتی ہوں مٹا دے گا میرا دور مجھے

نئے زمانے کا اس خاک سے جنم ہوگا

میں اپنے آپ کی پہچان بھول بیٹھی ہوں

اب اس سے اور بڑا کیا کوئی ستم ہوگا

نہ جانے کیوں مجھے سچ بولنے کی عادت ہے

یہ جان کر کہ ہر اک گام سر قلم ہوگا

چلو اٹھاتے ہیں ایوان وقت کا ملبہ

اسی میں دفن مری ذات کا صنم ہوگا

فلک نے موند لیں آنکھیں زمیں نے روکی سانس

عیاںؔ کا آج نئی راہ پر قدم ہوگا

رشیدہ عیاں

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Qalam Ka Agar Sar Kabhi Qalam Hoga

Rasheeda Ayan

mere qalam ka agar sar kabhi qalam hoga
naya fasana-e-dard-o-alam raqam hoga

ye manti hun miTa dega mera daur mujhe
nae zamane ka is KHak se janam hoga

main apne aap ki pahchan bhul baiThi hun
ab is se aur baDa kya koi sitam hoga

na jaane kyun mujhe sach bolne ki aadat hai
ye jaan kar ki har ek gam sar qalam hoga

chalo uThate hain aiwan-e-waqt ka malba
usi mein dafn meri zat ka sanam hoga

falak ne mund lin aankhen zamin ne roki sans
'ayan' ka aaj nai rah par qadam hoga

(448) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Qalam Ka Agar Sar Kabhi Qalam Hoga written by Rasheeda Ayan at UrduPoint. Mere Qalam Ka Agar Sar Kabhi Qalam Hoga is one of the masterpieces written by Rasheeda Ayan. You can also find the complete poetry collection of Rasheeda Ayan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rasheeda Ayan' above.

Mere Qalam Ka Agar Sar Kabhi Qalam Hoga is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Qalam Ka Agar Sar Kabhi Qalam Hoga, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.