Dar Jo Khola Hai Kabhi Us Se Shanasai Ka, Urdu Ghazal By Rashid Noor

Dar Jo Khola Hai Kabhi Us Se Shanasai Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rashid Noor. Dar Jo Khola Hai Kabhi Us Se Shanasai Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dar Jo Khola Hai Kabhi Us Se Shanasai Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

در جو کھولا ہے کبھی اس سے شناسائی کا

راشد نور

در جو کھولا ہے کبھی اس سے شناسائی کا

ایک منظر نظر آیا مجھے تنہائی کا

اپنی آنکھیں نہ سجانا کسی دروازے پر

چشم حیراں کو بھروسہ نہیں بینائی کا

زخم آرائی میں سب زخم پرانے تھے مگر

زخم تازہ ہی رہا اس کی شناسائی کا

عرصۂ ہجر سے پھر وصل کی سرشاری تک

حوصلہ دل کو بہت چاہیئے پسپائی کا

راشد نور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dar Jo Khola Hai Kabhi Us Se Shanasai Ka

Rashid Noor

dar jo khola hai kabhi us se shanasai ka
ek manzar nazar aaya mujhe tanhai ka

apni aankhen na sajaana kisi darwaze par
chashm-e-hairan ko bharosa nahin binai ka

zaKHm-arai mein sab zaKHm purane the magar
zaKHm taza hi raha us ki shanasai ka

arsa-e-hijr se phir wasl ki sarshaari tak
hausla dil ko bahut chahiye paspai ka

(335) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dar Jo Khola Hai Kabhi Us Se Shanasai Ka written by Rashid Noor at UrduPoint. Dar Jo Khola Hai Kabhi Us Se Shanasai Ka is one of the masterpieces written by Rashid Noor. You can also find the complete poetry collection of Rashid Noor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rashid Noor' above.

Dar Jo Khola Hai Kabhi Us Se Shanasai Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dar Jo Khola Hai Kabhi Us Se Shanasai Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.