Ishq Ki Bimari Hai Jinko Dil Hi Dil Mein Galte Hain, Urdu Ghazal By Raza Azimabadi

Ishq Ki Bimari Hai Jinko Dil Hi Dil Mein Galte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raza Azimabadi. Ishq Ki Bimari Hai Jinko Dil Hi Dil Mein Galte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ishq Ki Bimari Hai Jinko Dil Hi Dil Mein Galte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عشق کی بیماری ہے جن کو دل ہی دل میں گلتے ہیں

رضا عظیم آبادی

عشق کی بیماری ہے جن کو دل ہی دل میں گلتے ہیں

مردے ہیں وہ حقیقت میں ظاہر میں پھرتے چلتے ہیں

جب راہ میں مل گئے کہنے لگے تیرے ہی گھر میں جاتا تھا

جاؤ چلے لڑکا تو نہیں میں مجھ کو اپنے مچلتے ہیں

اوروں کے لگانے بجھانے سے اتنا جلاتے ہو مجھ کو

ڈریے ہماری آہوں سے ہم لوگ بھی جلتے بلتے ہیں

سب کہتے ہیں ان کے منہ میں تو آب حیات بھرا ہے سب

ہم سے جو کرتے ہیں باتیں پھر کیوں زہر اگلتے ہیں

کیسے ہی درد کا شعر پڑھیں وے یوں بھی نہ پوچھے کیا بک گئے

جن کے دل پتھر ہیں سو کب ان باتوں سے پگھلتے ہیں

بس کریے چپ رہیے اب کھلوانا رازوں کا خوب نہیں

ملتے ہیں ہم ہاتھ پڑے کوئی اور کچھ اور ہی ملتے ہیں

میرے اشک سرخ سے تم یوں غافل ہو افسوس افسوس

دیکھو تو یہ لعل کے ٹکڑے کیسے خاک میں رلتے ہیں

شاید آتے جاتے پھر اس خانہ جنگ سے بگڑی ہے

گھر سے بہت کم میر رضاؔ جی اب ان روزوں نکلتے ہیں

رضا عظیم آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ishq Ki Bimari Hai Jinko Dil Hi Dil Mein Galte Hain

Raza Azimabadi

ishq ki bimari hai jin ko dil hi dil mein galte hain
murde hain wo haqiqat mein zahir mein phirte chalte hain

jab rah mein mil gae kahne lage tere hi ghar mein jata tha
jao chale laDka tu nahin main mujh ko apne machalte hain

auron ke lagane-bujhane se itna jalate ho mujh ko
Dariye hamari aahon se hum log bhi jalte-balte hain

sab kahte hain un ke munh mein to aab-e-hayat bhara hai sab
hum se jo karte hain baaten phir kyun zahr ugalte hain

kaise hi dard ka sher paDhen we yun bhi na puchhe kya bak gae
jin ke dil patthar hain so kab in baaton se pighalte hain

bas kariye chup rahiye ab khulwana raazon ka KHub nahin
malte hain hum hath paDe koi aur kuchh aur hi malte hain

mere ashk-e-surKH se tum yun ghafil ho afsos afsos
dekho to ye lal ke TukDe kaise KHak mein rulte hain

shayad aate jate phir us KHana-jang se bigDi hai
ghar se bahut kam mir-'raza'-ji ab in rozon nikalte hain

(407) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ishq Ki Bimari Hai Jinko Dil Hi Dil Mein Galte Hain written by Raza Azimabadi at UrduPoint. Ishq Ki Bimari Hai Jinko Dil Hi Dil Mein Galte Hain is one of the masterpieces written by Raza Azimabadi. You can also find the complete poetry collection of Raza Azimabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raza Azimabadi' above.

Ishq Ki Bimari Hai Jinko Dil Hi Dil Mein Galte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ishq Ki Bimari Hai Jinko Dil Hi Dil Mein Galte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.