Al-ayazar Mar Gaya, Urdu Nazam By Razi Haider Gilani

Al-ayazar Mar Gaya is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Razi Haider Gilani. Al-ayazar Mar Gaya comes under the Sad, Social category of Urdu Nazam. You can read Al-ayazar Mar Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اليعازر مر گیا

رضی حیدر گیلانی

بلب کا جبڑا کھلے آگ برس جائے تو

گر یہ استخر ابھی خون سے بھر جائے تو

یا یہ استخر

جہاں آب کے منشوروں سے

رنگ ہستی سے فنا کی یہ دھنک ابھری ہے

کوئی استخر نہ ہو کوکھ ہو میری ماں کی

اور میں میں نہیں شاید وہ اچھلتا پانی

جس نے سانسوں کی طنابوں کو پکڑ رکھا تھا

وائے قسمت کہ مرے ہاتھ میں رسی نہ رہی

آہ میرا یہ جنیں خون اگلتا جائے

اس قدر خون مری ماں کا بطن بھر جائے

اس قدر خون کہ سرجن کا لبادہ میرے

سرخ ایام کی تنہائی سا گاڑھا ہو جائے

اور تانبے کے کسی گرم سے برتن میں ابھی

میرے لاشے کے کٹے لخت پڑے ہلتے ہوں

رضی حیدر گیلانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Al-ayazar Mar Gaya

Razi Haider Gilani

bulb ka jabDa khule aag baras jae to
gar ye istaKHar abhi KHun se bhar jae to
ya ye istaKHar
jahan aab ke manshuron se
rang-e-hasti se fana ki ye dhanak ubhri hai
koi istaKHar na ho kokh ho meri man ki
aur main main nahin shayad wo uchhalta pani
jis ne sanson ki tanabon ko pakaD rakha tha
wae qismat ki mere hath mein rassi na rahi
aah mera ye janin KHun ugalta jae
is qadar KHun meri man ka batn bhar jae
is qadar KHun ki surgeon ka labaada mere
surKH ayyam ki tanhai sa gaDha ho jae
aur tanbe ke kisi garm se bartan mein abhi
mere lashe ke kaTe laKHt paDe hilte hon

(501) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Al-ayazar Mar Gaya written by Razi Haider Gilani at UrduPoint. Al-ayazar Mar Gaya is one of the masterpieces written by Razi Haider Gilani. You can also find the complete poetry collection of Razi Haider Gilani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Razi Haider Gilani' above.

Al-ayazar Mar Gaya is a widely read Urdu Nazam. If you like Al-ayazar Mar Gaya, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.