Tum Kisi Taur Kisi Shakl Nahin Kar Sakte, Urdu Ghazal By Raziq Ansari

Tum Kisi Taur Kisi Shakl Nahin Kar Sakte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raziq Ansari. Tum Kisi Taur Kisi Shakl Nahin Kar Sakte comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tum Kisi Taur Kisi Shakl Nahin Kar Sakte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تم کسی طور کسی شکل نہیں کر سکتے

رازق انصاری

تم کسی طور کسی شکل نہیں کر سکتے

اس زمیں سے مجھے بے دخل نہیں کر سکتے

ٹھیک ہے آپ مری جان تو لے سکتے ہیں

میری آواز مگر قتل نہیں کر سکتے

تجھ کو نقصان تو پہنچانا بہت دور کی بات

تیری تصویر کو بد شکل نہیں کر سکتے

شعر کہنے کا سلیقہ ہے بہت بعد کی بات

ٹھیک سے ہم تو ابھی نقل نہیں کر سکتے

ایسے حالات میں ہم دل کو طلب کرتے ہیں

فیصلہ رکھ کے جہاں عقل نہیں کر سکتے

رازق انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tum Kisi Taur Kisi Shakl Nahin Kar Sakte

Raziq Ansari

tum kisi taur kisi shakl nahin kar sakte
is zamin se mujhe be-daKHl nahin kar sakte

Thik hai aap meri jaan to le sakte hain
meri aawaz magar qatl nahin kar sakte

tujh ko nuqsan to pahunchana bahut dur ki baat
teri taswir ko bad-shakl nahin kar sakte

sher kahne ka saliqa hai bahut baad ki baat
Thik se hum to abhi naql nahin kar sakte

aise haalat mein hum dil ko talab karte hain
faisla rakh ke jahan aql nahin kar sakte

(466) ووٹ وصول ہوئے

You can read Tum Kisi Taur Kisi Shakl Nahin Kar Sakte written by Raziq Ansari at UrduPoint. Tum Kisi Taur Kisi Shakl Nahin Kar Sakte is one of the masterpieces written by Raziq Ansari. You can also find the complete poetry collection of Raziq Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raziq Ansari' above.

Tum Kisi Taur Kisi Shakl Nahin Kar Sakte is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tum Kisi Taur Kisi Shakl Nahin Kar Sakte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.