Batlate Hain Sare Manzar KHush Hain Sab, Urdu Ghazal By Raziq Ansari

Batlate Hain Sare Manzar KHush Hain Sab is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Raziq Ansari. Batlate Hain Sare Manzar KHush Hain Sab comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Batlate Hain Sare Manzar KHush Hain Sab on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بتلاتے ہیں سارے منظر خوش ہیں سب

رازق انصاری

بتلاتے ہیں سارے منظر خوش ہیں سب

اندر سے ٹوٹے ہیں باہر خوش ہیں سب

ٹوٹی کھٹیا بستر کپڑے کون رکھے

بانٹ کے اپنی ماں کے زیور خوش ہیں سب

باہر باہر دکھ میری بربادی کا

مجھ کو پتا ہے اندر اندر خوش ہیں سب

دیکھ لو اپنی پیاس چھپانے کا انجام

بول رہا ہے ایک سمندر خوش ہیں سب

زخموں سے دکھ درد سے لینا دینا کیا

توڑ کے شیشہ مار کے پتھر خوش ہیں سب

رازق انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Batlate Hain Sare Manzar KHush Hain Sab

Raziq Ansari

batlate hain sare manzar KHush hain sab
andar se TuTe hain bahar KHush hain sab

TuTi khaTiya bistar kapDe kaun rakhe
banT ke apni man ke zewar KHush hain sab

bahar bahar dukh meri barbaadi ka
mujh ko pata hai andar andar KHush hain sab

dekh lo apni pyas chhupane ka anjam
bol raha hai ek samundar KHush hain sab

zaKHmon se dukh-dard se lena dena kya
toD ke shisha mar ke patthar KHush hain sab

(428) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Batlate Hain Sare Manzar KHush Hain Sab written by Raziq Ansari at UrduPoint. Batlate Hain Sare Manzar KHush Hain Sab is one of the masterpieces written by Raziq Ansari. You can also find the complete poetry collection of Raziq Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Raziq Ansari' above.

Batlate Hain Sare Manzar KHush Hain Sab is a widely read Urdu Ghazal. If you like Batlate Hain Sare Manzar KHush Hain Sab, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.