Azm-e-safar Jab KHam Nahin Hai, Urdu Ghazal By Rifat Al Husaini

Azm-e-safar Jab KHam Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rifat Al Husaini. Azm-e-safar Jab KHam Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Azm-e-safar Jab KHam Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عزم سفر جب خام نہیں ہے

رفعت الحسینی

عزم سفر جب خام نہیں ہے

پھر منزل دو گام نہیں ہے

عشق حبیب حق ہے جن کو

ان کو غم ایام نہیں ہے

اس کو سزا دیتے ہیں منصف

جس پہ کوئی الزام نہیں ہے

اختر شعریؔ کے در جیسا

شہر میں فیض عام نہیں ہے

آئینہ مت دیکھو رفعتؔ

اب چہرہ گلفام نہیں ہے

رفعت الحسینی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Azm-e-safar Jab KHam Nahin Hai

Rifat Al Husaini

azm-e-safar jab KHam nahin hai
phir manzil do-gam nahin hai

ishq-e-habib-e-haq hai jin ko
un ko gham-e-ayyam nahin hai

us ko saza dete hain munsif
jis pe koi ilzam nahin hai

aKHtar 'sheri' ke dar jaisa
shahr mein faiz-e-am nahin hai

aaina mat dekho 'rifat'
ab chehra gulfam nahin hai

(399) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Azm-e-safar Jab KHam Nahin Hai written by Rifat Al Husaini at UrduPoint. Azm-e-safar Jab KHam Nahin Hai is one of the masterpieces written by Rifat Al Husaini. You can also find the complete poetry collection of Rifat Al Husaini by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rifat Al Husaini' above.

Azm-e-safar Jab KHam Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Azm-e-safar Jab KHam Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.