Jab Se Aaya Hun Tere Ganw Mein, Urdu Ghazal By Rifat Sultan

Jab Se Aaya Hun Tere Ganw Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rifat Sultan. Jab Se Aaya Hun Tere Ganw Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Se Aaya Hun Tere Ganw Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب سے آیا ہوں تیرے گاؤں میں

رفعت سلطان

جب سے آیا ہوں تیرے گاؤں میں

رنگ ہی رنگ ہیں فضاؤں میں

آ کہ دکھ سکھ کی کوئی بات کریں

بیٹھ کر شیشموں کی چھاؤں میں

میں بھی کرتا ہوں ضبط کی کوشش

تو بھی تخفیف کر اداؤں میں

وہ ترا دفعتاً بچھڑ جانا

وہ مرا دیکھنا خلاؤں میں

ہو اگر کوئی گوش بر آواز

اک خموشی بھی ہے صداؤں میں

یہی میرے لیے غنیمت ہے

سانس لے لوں کھلی فضاؤں میں

رفعت سلطان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Se Aaya Hun Tere Ganw Mein

Rifat Sultan

jab se aaya hun tere ganw mein
rang hi rang hain fazaon mein

aa ki dukh sukh ki koi baat karen
baiTh kar shishamon ki chhanw mein

main bhi karta hun zabt ki koshish
to bhi taKHfif kar adaon mein

wo tera dafatan bichhaD jaana
wo mera dekhna KHalaon mein

ho agar koi gosh-bar-awaz
ek KHamoshi bhi hai sadaon mein

yahi mere liye ghanimat hai
sans le lun khuli fazaon mein

(454) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Se Aaya Hun Tere Ganw Mein written by Rifat Sultan at UrduPoint. Jab Se Aaya Hun Tere Ganw Mein is one of the masterpieces written by Rifat Sultan. You can also find the complete poetry collection of Rifat Sultan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rifat Sultan' above.

Jab Se Aaya Hun Tere Ganw Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Se Aaya Hun Tere Ganw Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.