Ibtida Hun Ki Intiha Hun Main, Urdu Ghazal By Rifat Sultan

Ibtida Hun Ki Intiha Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rifat Sultan. Ibtida Hun Ki Intiha Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ibtida Hun Ki Intiha Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ابتدا ہوں کہ انتہا ہوں میں

رفعت سلطان

ابتدا ہوں کہ انتہا ہوں میں

عمر بھر سوچتا رہا ہوں میں

لفظ و معنی سے ماورا ہوں میں

ایک خاموش التجا ہوں میں

دل میں کوئی خوشی نہیں لیکن

عادتاً مسکرا رہا ہوں میں

ناتواں ہو کے عدل چاہتا ہوں

واقعی قابل سزا ہوں میں

دیکھ کر رنگ بزم عالم کا

نقش دیوار بن گیا ہوں میں

صبح کے انتظار میں رفعتؔ

رات بھر سوچتا رہا ہوں میں

رفعت سلطان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ibtida Hun Ki Intiha Hun Main

Rifat Sultan

ibtida hun ki intiha hun main
umr bhar sochta raha hun main

lafz-o-mani se mawara hun main
ek KHamosh iltija hun main

dil mein koi KHushi nahin lekin
aadatan muskura raha hun main

na-tawan ho ke adl chahta hun
waqai qabil-e-saza hun main

dekh kar rang bazm-e-alam ka
naqsh-e-diwar ban gaya hun main

subah ke intizar mein 'rifat'
raat bhar sochta raha hun main

(494) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ibtida Hun Ki Intiha Hun Main written by Rifat Sultan at UrduPoint. Ibtida Hun Ki Intiha Hun Main is one of the masterpieces written by Rifat Sultan. You can also find the complete poetry collection of Rifat Sultan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rifat Sultan' above.

Ibtida Hun Ki Intiha Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ibtida Hun Ki Intiha Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.