Jab Nashat-e-alam Nahin Hota, Urdu Ghazal By Rifat Sultan

Jab Nashat-e-alam Nahin Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rifat Sultan. Jab Nashat-e-alam Nahin Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Nashat-e-alam Nahin Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب نشاط الم نہیں ہوتا

رفعت سلطان

جب نشاط الم نہیں ہوتا

جام جم جام جم نہیں ہوتا

جانے کیوں تیری بے رخی سے بھی

دل کو اب کوئی غم نہیں ہوتا

آ گیا ہوں ترے حضور مگر

فاصلہ پھر بھی کم نہیں ہوتا

وہ مسرت تلاش کرتا ہے

جس کو عرفان غم نہیں ہوتا

عمر بھر تجھ کو دیکھنے پر بھی

ذوق نظارہ کم نہیں ہوتا

کیا کہوں دل کو کیا ہوا رفعتؔ

دامن چشم نم نہیں ہوتا

رفعت سلطان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Nashat-e-alam Nahin Hota

Rifat Sultan

jab nashat-e-alam nahin hota
jam-e-jam jam-e-jam nahin hota

jaane kyun teri be-ruKHi se bhi
dil ko ab koi gham nahin hota

aa gaya hun tere huzur magar
fasla phir bhi kam nahin hota

wo masarrat talash karta hai
jis ko irfan-e-gham nahin hota

umr bhar tujh ko dekhne par bhi
zauq-e-nazzara kam nahin hota

kya kahun dil ko kya hua 'rifat'
daman-e-chashm nam nahin hota

(516) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Nashat-e-alam Nahin Hota written by Rifat Sultan at UrduPoint. Jab Nashat-e-alam Nahin Hota is one of the masterpieces written by Rifat Sultan. You can also find the complete poetry collection of Rifat Sultan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rifat Sultan' above.

Jab Nashat-e-alam Nahin Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Nashat-e-alam Nahin Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.